1 00:00:00,992 --> 00:00:02,750 "The 100" mein is say pehlay. 2 00:00:04,133 --> 00:00:05,666 -Finn kahaan hai? -Tumhein dhoond raha hai. 3 00:00:06,068 --> 00:00:08,830 -Main 26 tak ginunga. -Yeh log jungju tou nahi lag rahe. 4 00:00:08,897 --> 00:00:09,963 Tum nay kya kiya un kay saath? 5 00:00:10,030 --> 00:00:11,778 Tumharay dost wahaan nahi thay. 6 00:00:13,823 --> 00:00:14,799 Hamein chalna chahiye! 7 00:00:15,390 --> 00:00:18,707 Tum nay aik qaatil ko mere gaaoun bhaija. 8 00:00:18,798 --> 00:00:19,679 Hum baad mein baat kartay hain. 9 00:00:19,770 --> 00:00:22,410 Is dauraan mein tumharay dost ko istemaal kiya jayega aik paighaam bhaijnay kay liye. 10 00:00:23,873 --> 00:00:25,246 Yeh jagha chor kay chale jao werna maar diye jaogay. 11 00:00:25,831 --> 00:00:27,881 Is ko Cerberus Program kay liye rakh lo. 12 00:00:29,043 --> 00:00:30,486 Pehli dose bohat buri hoti hai. 13 00:00:31,035 --> 00:00:32,560 Yeh Lincoln hai. Yeh Reaper ban gaya hai. 14 00:00:34,149 --> 00:00:35,019 Koi nahi. 15 00:00:35,110 --> 00:00:36,021 Hum isay apnay sath lay kar chalengay. 16 00:00:36,111 --> 00:00:37,290 Taabkaari chor di gayi hai. 17 00:00:37,380 --> 00:00:38,770 Thori bohat taabkaari bhi unhein maar daigi. 18 00:00:38,860 --> 00:00:41,851 Agar hamein Maya ka khoon tumharay system say guzaarna para. 19 00:00:41,942 --> 00:00:42,840 Main isay aur acha kar sakta hun. 20 00:00:42,930 --> 00:00:44,480 Unhonay jaan boojh kar usay taabkaari kay khatray say dou chaar kiya. 21 00:00:44,570 --> 00:00:46,533 Mamooli ilaaj bekaar hota hai. 22 00:00:46,624 --> 00:00:48,170 Kya yeh sab Grounders hain? 23 00:00:48,260 --> 00:00:50,641 -Main baaqi logon ko peechay nahi chorunga. -Aur koi dosra tareeqa hai hamaray pass? 24 00:00:50,731 --> 00:00:52,750 -Hum khud say paish ho rahe hain. -Main mutassir huwa hun, Jasper, 25 00:00:52,840 --> 00:00:54,426 aur tumhara mashkoor bhi hun. 26 00:00:54,517 --> 00:00:55,577 Tum nay hamari jaan bachayi hain na. 27 00:00:56,411 --> 00:00:57,573 Tou us kay badlay hum kum say kum yeh tou hum kar saktay hain. 28 00:02:08,570 --> 00:02:12,053 -Meri madad karo, darwaza kholo. -Chaar minute aur das seconds. 29 00:02:13,214 --> 00:02:14,560 Hum log paish raft kar rahe hain. 30 00:02:14,650 --> 00:02:16,053 Barah e karam, yeh bohat takleef deh hai. 31 00:02:16,144 --> 00:02:18,034 Woh takleef mein hai main usay waapis la raha hun. 32 00:02:19,350 --> 00:02:21,226 Kya tumhein yaqeen hai kay woh kisi ko nahi batayegi yeh baat? 33 00:02:31,270 --> 00:02:32,851 Mukammal nataij hi daikh laitay hain. 34 00:02:37,180 --> 00:02:40,650 "47 logon ka khoon hi hamara mustaqil hal ho sakta hai". 35 00:02:40,740 --> 00:02:42,678 Yeh tum nay kahaa tha. 36 00:02:43,350 --> 00:02:45,365 Science thora waqt laiti hai, Cage. 37 00:02:46,280 --> 00:02:50,773 Har paish raft ki raah mein rukawatein aur andheray raastay hain. 38 00:02:52,210 --> 00:02:53,933 Kya tum usay aik aisa raasta bol rahi ho jahaan andhera hai? 39 00:02:54,620 --> 00:02:56,160 Yeh hum mein say aik hai. 40 00:02:56,774 --> 00:02:58,282 -Nahi. -Mujhe anay dou. 41 00:02:59,521 --> 00:03:00,800 Bilkul nahi. 42 00:03:01,790 --> 00:03:05,626 Main tou isay aik qubaani bolungi. 43 00:03:06,100 --> 00:03:07,906 Aik achay kaam kay liye. 44 00:03:09,061 --> 00:03:11,100 Darwaza kholo. 45 00:04:04,010 --> 00:04:06,800 Aam aadmiyoun ko 0900 bajay andar anay diya jayega. 46 00:04:06,890 --> 00:04:10,000 Har aam aadmi ka zimaydaar uska station supervisor hoga. 47 00:04:12,850 --> 00:04:14,280 Koi na koi raasta tou hoga. 48 00:04:14,970 --> 00:04:15,978 Koi raasta nahi hai. 49 00:04:16,069 --> 00:04:17,760 Commander ka paighaam bohat waazeh tha. 50 00:04:17,851 --> 00:04:19,137 Yeh jagha chor kay chale jao werna maar diye jaogay. 51 00:04:19,228 --> 00:04:20,910 Hamaray pass 16 ghantay hain. 52 00:04:21,001 --> 00:04:22,414 Kya hamein haar maan laini chahiye? 53 00:04:22,505 --> 00:04:24,000 Yeh hamara ghar nahi hai. 54 00:04:24,920 --> 00:04:26,107 Un logo ka hai. 55 00:04:26,527 --> 00:04:30,083 Kyun kay Kane aman dhoondnay nikla tha aur us nay hamein aik mauqa diya hai 56 00:04:30,173 --> 00:04:32,790 khoon kharabay kay baghair aagay barhnay ka. 57 00:04:32,880 --> 00:04:34,304 Aur ab Marcus kahaan hai? 58 00:04:34,840 --> 00:04:36,007 Abhi tak jail mein? 59 00:04:36,460 --> 00:04:38,027 Kya tum usay waheen chor dogay? 60 00:04:38,625 --> 00:04:40,189 Jaisay bachon ko chora tha Mount Weather mein. 61 00:04:40,519 --> 00:04:44,045 Agar hum bhaagay tou unhein kaun bachayega? 62 00:04:44,926 --> 00:04:46,354 Tum wahaan nahi thin, Abby. 63 00:04:46,740 --> 00:04:47,874 Main unhein daikh chuka hun. 64 00:04:47,965 --> 00:04:50,142 Bachpan say hi un ki parwarish aisi huwi hai kay woh 65 00:04:50,167 --> 00:04:52,384 apni jung kay liye larh aur mar saktay hain. 66 00:04:52,790 --> 00:04:55,600 Aur woh log is waqt is camp par hamla karnay walay hain. 67 00:04:55,690 --> 00:04:57,207 Aur mera yaqeen karo agar main keh raha 68 00:04:57,232 --> 00:04:58,714 hun kay zinda bachna hi sahi rahega is waqt 69 00:04:58,780 --> 00:05:00,693 takay waapis aakar hum log phir kisi din larain. 70 00:05:05,058 --> 00:05:06,554 Ma'am, sir. 71 00:05:06,645 --> 00:05:07,920 Woh log idher pohanch hi waalay hain. 72 00:05:08,010 --> 00:05:09,204 Unkay Chancellor kay kuch josheelay alfaaz 73 00:05:09,229 --> 00:05:10,504 un logon ki kafi hosla afzai kar saktay hain. 74 00:05:10,923 --> 00:05:12,748 -Bilkul. -Badqismati say, sir, 75 00:05:12,839 --> 00:05:14,960 Dr. Griffin abhi bhi command sambhalay huway hain. 76 00:05:15,430 --> 00:05:16,970 Jab tak vote nahi daala jata 77 00:05:17,363 --> 00:05:19,640 ya agar aap khud say yeh zimaydaari daina chahen tou theek hai. 78 00:05:23,566 --> 00:05:25,111 Tum kis cheez ka intezaar kar rahi ho? 79 00:05:25,202 --> 00:05:28,320 Main apnay logon ko sehra mein nahi lay jana chah rahi, Thelonious. 80 00:05:29,230 --> 00:05:30,986 Jab tak hamein dosra raasta nahi mil jata. 81 00:05:34,593 --> 00:05:36,212 Hum un logon say mil kar baat karaingay. 82 00:05:53,360 --> 00:05:54,546 Chancellor? 83 00:05:55,815 --> 00:05:57,140 Suno. 84 00:05:57,818 --> 00:05:59,466 Ab tak tou tum logon nay afwa sun li hogi 85 00:06:00,891 --> 00:06:03,085 aur badqismati say yeh such bhi hai. 86 00:06:03,410 --> 00:06:04,733 Grounders arahay hain. 87 00:06:06,352 --> 00:06:08,453 Hamein aik mushkil faisla karna hai. 88 00:06:08,880 --> 00:06:10,980 Shukar hai kay Chancellor Jaha nay 89 00:06:11,071 --> 00:06:12,701 hamaray pass waapis anay ka raasta dhoond liya hai 90 00:06:13,160 --> 00:06:15,026 aur hum saaray raaston pay nazar saani kar rahe hain. 91 00:06:17,120 --> 00:06:18,490 Magar ahtiyaat kay taur pay... 92 00:06:21,310 --> 00:06:23,706 ...tum logn ko abhi apna samaan baandhna hoga. 93 00:06:24,717 --> 00:06:25,933 Jo bhi lay sako. 94 00:06:26,024 --> 00:06:27,990 Kyun kay shayad hamein yeh jagha aik lamha pehlay hi chorna paray. 95 00:06:28,080 --> 00:06:28,996 Hum kahaan jayengay? 96 00:06:29,790 --> 00:06:31,986 Mujhe nahi pata. 97 00:06:33,419 --> 00:06:34,693 Magar main nay aik jagha ka suna hai. 98 00:06:35,751 --> 00:06:36,906 Roshniyoun ka sheher. 99 00:06:37,900 --> 00:06:39,173 Jo kay us murdaar ilaqay kay baad hai. 100 00:06:39,628 --> 00:06:41,140 Tumhein aisa kyun lagta hai kay hum wahaan tak pohanch jayengay? 101 00:06:41,231 --> 00:06:42,629 Kyun kay hum idher bhi aachukay hain. 102 00:06:43,862 --> 00:06:44,973 Mujhe yaqeen hai. 103 00:06:46,692 --> 00:06:48,818 Aur is waqt... 104 00:06:49,635 --> 00:06:51,056 ...agar koi dosri raasta hai... 105 00:06:52,496 --> 00:06:53,733 ...tou mujhe koi masla nahi hai. 106 00:06:55,201 --> 00:06:56,360 Hamein tou masla hai. 107 00:06:58,999 --> 00:07:00,243 Agar hum gaye yahaan say tou Mount Weather 108 00:07:00,268 --> 00:07:01,597 mein jo log hain hamaray un kay sath kya hoga? 109 00:07:01,968 --> 00:07:03,146 Jaisa aap ki ammi nay kaha... 110 00:07:04,754 --> 00:07:06,626 ...yeh faisla karna bohat mushkil hai. 111 00:07:08,727 --> 00:07:10,013 Magar ab waqt agaya hai... 112 00:07:10,500 --> 00:07:12,533 ...hum sab ka yeh poochnay kay liye... 113 00:07:13,382 --> 00:07:16,325 ...kay kya isi tarha hum chahtay thay kay hamaray logon ki kahaani khatam ho? 114 00:07:18,444 --> 00:07:21,970 Kya hum nay itni mehnat sirf isi liye ki thi kay kal mar jayen? 115 00:07:22,286 --> 00:07:25,480 Kyun kay suraj kay ghruub honay say pehlay agar hum nahi gaye tou 116 00:07:25,571 --> 00:07:27,360 yehi honay wala hai. 117 00:07:34,225 --> 00:07:35,920 Koi faisla nahi kiya gaya. 118 00:07:36,770 --> 00:07:40,633 Is dauraan aap log apnay station supervisor ko muttela karain. 119 00:07:40,724 --> 00:07:42,706 Aur emergency kay liye samaan jama karain. 120 00:07:53,340 --> 00:07:54,430 Hey kahaan thay tum? 121 00:07:54,520 --> 00:07:55,649 Dropship mein. 122 00:07:55,740 --> 00:07:56,910 Tumhein mere saath waapis chalna hoga. 123 00:07:57,000 --> 00:07:57,891 Kyun? Kya huwa? 124 00:07:57,981 --> 00:07:59,213 Main raastay mein samjha dunga. 125 00:07:59,304 --> 00:08:00,151 Tabbi samaan leti ana. 126 00:08:00,241 --> 00:08:01,400 Aur mujh say Raven kay darwazay par milna. 127 00:08:04,407 --> 00:08:05,800 Yeh meri ghalti hai. 128 00:08:05,891 --> 00:08:07,789 Grounders meri wajha say hamla kar rahe hain. 129 00:08:07,880 --> 00:08:10,480 Grounders is wajha say hamla kar rahe hain kyun kay yehi un ka kaam hai. 130 00:08:13,645 --> 00:08:14,906 Bellamy kay sath jao. 131 00:08:15,669 --> 00:08:17,499 Tumhari ammi nay tou kaha hai kay koi faisla nahi kiya gaya. 132 00:08:17,590 --> 00:08:20,400 Agar kuch badla tou main tumhein bata dungi. 133 00:08:40,570 --> 00:08:42,040 Sab theek hai. 134 00:08:42,537 --> 00:08:43,746 Yeh hamaray qaabu mein hai. 135 00:08:47,200 --> 00:08:48,906 Mujhe yaaqeen nahi araha kay hum yahaan waapis aaye hain. 136 00:08:48,997 --> 00:08:50,186 Kya tum is ki madad kar sakti ho? 137 00:08:53,844 --> 00:08:54,880 Mujhe nahi pata. 138 00:08:59,588 --> 00:09:02,000 Mujhe yeh tou pata tha kay Mount Weather Reapers ko qaabu karta hai. 139 00:09:05,625 --> 00:09:07,594 Magar yeh nahi pata tha kay woh inhein bana ta bhi hai. 140 00:09:08,373 --> 00:09:10,080 Agar un logo nay Lincoln kay sath aisa kiya hai... 141 00:09:10,909 --> 00:09:12,346 ...tou hamaray doston kay sath kya kar rahe hongay? 142 00:09:27,927 --> 00:09:29,251 Main ultiyaan kar kar kay thak gayi hun. 143 00:09:30,883 --> 00:09:32,560 Main aik insaani pin-cushion banay banay thak gaya hun. 144 00:09:33,270 --> 00:09:34,880 Mujhe pata hai yeh sab bohat ajeeb hai 145 00:09:34,970 --> 00:09:36,103 magar jab tak hum yeh dikhatay rahengay kay 146 00:09:36,128 --> 00:09:37,234 hum in logon kay sath tawwun kar rahe hain. 147 00:09:37,300 --> 00:09:38,466 Hamein waqt mila huwa hai. 148 00:09:39,143 --> 00:09:40,202 Kis cheez ka waqt? 149 00:09:40,882 --> 00:09:42,297 Agar hum idher paray paray mar jayengay tou kyun 150 00:09:42,322 --> 00:09:43,650 na bhaagnay ki kooshish kartay huway marain. 151 00:09:44,386 --> 00:09:45,786 Hum is par pehlay bhi baat kar chukay hain. 152 00:09:45,811 --> 00:09:47,237 Clarke kay jaanay kay baad, bhaagnay ki koi jagha nahi bachi. 153 00:09:48,657 --> 00:09:50,786 Hamein us ka thora aur intezaar karna hoga takay 154 00:09:50,811 --> 00:09:52,634 woh hamein yahaan say nikaal kar lay jaye. 155 00:09:52,700 --> 00:09:54,346 Agar usay koi raasta nahi mila tou? 156 00:09:55,545 --> 00:09:56,813 Agar woh yahaan say nikli hi nahi ho tou? 157 00:09:57,720 --> 00:09:59,510 Kya pata woh sirf yeh kahaani bana rahe houn yeh baat chupanay kay liye 158 00:09:59,601 --> 00:10:01,187 kay usay maar diya gaya hai? 159 00:10:02,443 --> 00:10:03,946 Phir tou koi bhi nahi araha hamaray liye. 160 00:10:04,448 --> 00:10:06,415 Aur hum wohi kar rahe hain jo woh chahtay hain kay hum karain. 161 00:10:07,907 --> 00:10:11,233 Jasper, mujhe pata hai tum nay bhi yehi socha hoga. 162 00:10:13,305 --> 00:10:15,320 Theek hai phir hum bhaagtay hain yahaan say. 163 00:10:15,411 --> 00:10:16,311 Nahi. 164 00:10:17,646 --> 00:10:19,045 Hamein such pata karna hai. 165 00:10:20,154 --> 00:10:22,550 -Aur yeh kaisay karaingay hum? -Hum log mujrim hai na? 166 00:10:24,533 --> 00:10:25,786 Tou mujrim hi bantay hain. 167 00:10:46,322 --> 00:10:47,413 Yeh tou buri tarha hil raha hai. 168 00:10:47,504 --> 00:10:48,773 Tou kya matlab huwa is ka? 169 00:10:52,909 --> 00:10:54,370 Is ki taang ko kya huwa? 170 00:10:57,400 --> 00:10:58,581 Main nay goli maari hai isay. 171 00:11:01,394 --> 00:11:03,280 Clarke, is ka bohat khoon zaya ho chuka hai. 172 00:11:17,275 --> 00:11:19,021 Kya tum is ki gardan par roshni maar saktay ho? 173 00:11:23,923 --> 00:11:24,871 Soui kay nishaan. 174 00:11:24,961 --> 00:11:26,370 Kya tumhein lagta hai kay isay koi manshiyaat di gayi hai? 175 00:11:26,395 --> 00:11:26,864 Ho sakta hai. 176 00:11:29,246 --> 00:11:30,146 Lincoln! 177 00:11:58,433 --> 00:11:59,305 Nahi! 178 00:12:16,086 --> 00:12:18,180 Kya yeh such hai? Hamein yeh jagha chorni hogi. 179 00:12:18,271 --> 00:12:19,587 Main nay abhi hukum diya hai. 180 00:12:19,678 --> 00:12:21,453 Mera beta abhi bhi us pahaar kay andar hai. 181 00:12:22,346 --> 00:12:23,880 David, mujhe pata hai, aur mera yaqeen karo 182 00:12:23,971 --> 00:12:25,681 agar koi bhi dosra raasta hota tou hum wohi kartay. 183 00:12:26,970 --> 00:12:28,310 Magar mera tum say wadaa hai 184 00:12:28,400 --> 00:12:29,780 jaisay hi hamein koi mehfooz jagha mili tou hum 185 00:12:29,805 --> 00:12:31,242 phir unhein nikaalnay ka bhi raasta dhoond laingay. 186 00:12:31,309 --> 00:12:32,427 Main kahin nahi ja raha. 187 00:12:32,518 --> 00:12:33,380 Tum chalo gay hamaray sath. 188 00:12:33,471 --> 00:12:35,619 Muhafiz yeh jagha khali karwa rahe hain. 189 00:12:35,710 --> 00:12:37,230 Agar tum yahaan rukay tou tum hukum ki nafarmani karogay. 190 00:12:37,321 --> 00:12:38,839 Tou phir mujhe ruknay ka hukum dou. 191 00:12:38,930 --> 00:12:41,253 Baqi maa baap jin kay bachay khoye huway hain woh bhi kaheen nahi jarahay. 192 00:12:41,344 --> 00:12:42,551 Main un ki hifazat kar sakta hun. 193 00:12:45,066 --> 00:12:47,130 Yeh aisa hoga kay main tumhein hukum day rahi hun marnay ka. 194 00:12:47,881 --> 00:12:49,426 Is say tumharay baitay ki madad kis tarha hogi? 195 00:12:50,100 --> 00:12:51,200 Abby, barah e karam. 196 00:12:52,589 --> 00:12:54,224 Tumhein tumhari naukri waapis mil gayi hai. 197 00:12:54,946 --> 00:12:56,709 Mujh say meri mat cheeno. 198 00:13:02,648 --> 00:13:04,729 Sergeant, apna samaan baandho. 199 00:13:04,820 --> 00:13:06,174 Major Byrne say jaa kar milo. 200 00:13:06,265 --> 00:13:07,720 Grounders subha kay waqt hamlaa karaingay. 201 00:13:07,811 --> 00:13:09,576 Aur us waqt tak main chahti hun kay saaray bacchay, baray aur aurtain 202 00:13:09,667 --> 00:13:11,461 camp say chalay jaayen, samajh gaye? 203 00:13:13,224 --> 00:13:14,440 Samajh agayi baat? 204 00:13:21,137 --> 00:13:22,690 In nataaij ki bunyaad par, 205 00:13:22,780 --> 00:13:24,484 agar hum 47 logon kay khoon say ilaaj karaingay bhi tou 206 00:13:24,575 --> 00:13:26,907 satah par kabhi nahi pohanch paayengay. 207 00:13:28,090 --> 00:13:30,213 Tum aisay kyun keh rahi ho jaisay yeh aik achi khabar hai? 208 00:13:31,560 --> 00:13:33,706 Kyun kay is tarha mujhe phir say tehqeeq shuru karnay ka mauqa mil jayega. 209 00:13:33,934 --> 00:13:37,150 Agar in kay khoon say ilaaj kar kay ham waqti taur par bach saktay hain tou 210 00:13:37,241 --> 00:13:39,547 mustaqil taur par bachnay kay liye 211 00:13:40,080 --> 00:13:42,200 hamein in kay khoon ki bunyaad tak jana hoga. 212 00:13:42,755 --> 00:13:43,680 Yaani bone marrow. 213 00:13:45,527 --> 00:13:47,040 Atiya dainay walay ka kya hoga? 214 00:13:48,241 --> 00:13:49,850 Hum 382 log hain. 215 00:13:49,941 --> 00:13:53,454 Tou taqreeban aath dafa kaam karna paray ga har bacchay par. 216 00:13:54,660 --> 00:13:56,320 Tum nay mere sawaal ka jawaab nahi diya. 217 00:13:57,950 --> 00:14:00,746 47 logon mein say sab ko marna parayga. 218 00:14:03,853 --> 00:14:05,100 Woh yeh kabhi nahi karnay daingay. 219 00:14:05,191 --> 00:14:06,664 Tumhein unhein mana na paray ga. 220 00:14:06,755 --> 00:14:07,613 Cage... 221 00:14:08,980 --> 00:14:11,986 hum log farsh par aik maheenay kay andar rehnay lag jayengay. 222 00:14:12,391 --> 00:14:13,350 Hum sab. 223 00:14:13,441 --> 00:14:14,870 Agar tumhara nazariya sahi huwa tou. 224 00:14:14,961 --> 00:14:16,467 Science ki kaam mujh par chor dou. 225 00:14:17,870 --> 00:14:19,506 Tum apnay abbu ko raazi karnay ka socho. 226 00:14:26,390 --> 00:14:28,590 Hamein khoon rouk kar goli nikaalni paraygi. 227 00:14:28,681 --> 00:14:29,668 Is ki taang parko. 228 00:14:43,080 --> 00:14:44,070 Main thori aur lay kar ati hun. 229 00:14:51,139 --> 00:14:53,810 Aik dafa is kay jism say manshiyaat nikli tou phir yeh sahi ho jayega. 230 00:14:53,900 --> 00:14:56,455 Tum meri is baar hifazat nahi kar saktay baray bhai. 231 00:15:29,430 --> 00:15:32,160 Nyko. Tum kya kar rahay ho yahaan. 232 00:15:32,251 --> 00:15:33,826 Hamaray log bus pohanch hi gaye hain. 233 00:15:34,331 --> 00:15:35,970 Commander jo bolti hai woh zaroor karti hai. 234 00:15:36,061 --> 00:15:37,747 Agar tum nahi gayi yahaan say tou tumhein bhi marna parayga. 235 00:15:38,850 --> 00:15:42,136 Octavia, tum nay mujhe bachaya tha Reapers say. 236 00:15:42,227 --> 00:15:43,466 Ab mujhe bhi aik mauqa dou. 237 00:15:43,557 --> 00:15:44,906 Lincoln bhi yehi chahta. 238 00:15:47,930 --> 00:15:48,976 Woh kaun tha? 239 00:15:49,491 --> 00:15:50,713 Lincoln. 240 00:15:58,527 --> 00:15:59,790 Tumhari ammi ko fakhar hoga tum par. 241 00:15:59,880 --> 00:16:01,653 Meri ammi ko pata hoga kay isay kaisay bachaya ja sakta hai. 242 00:16:13,263 --> 00:16:14,516 Bellamy kuch mat karo, yeh Lincoln ki dost hai 243 00:16:14,572 --> 00:16:15,997 aur in ko sahi karti hai. 244 00:16:20,733 --> 00:16:22,230 Yeh dobara jhatkay lay raha hai. 245 00:16:35,103 --> 00:16:36,444 Yeh kya hai? 246 00:16:39,646 --> 00:16:42,484 Tumhari larayi ab khatam hogayi. 247 00:16:51,448 --> 00:16:52,353 Ruko. 248 00:16:53,910 --> 00:16:55,520 Peechay hato foran. 249 00:16:57,173 --> 00:16:58,986 Yu gonplei ste odon. 250 00:17:00,066 --> 00:17:01,973 Yeh log marnay say pehlay yehi boltay hain. 251 00:17:03,230 --> 00:17:04,960 Yeh isay sahi karnay ki kooshish nahi kar raha. 252 00:17:07,420 --> 00:17:08,533 Yeh isay maarnay ki kooshish kar raha hai. 253 00:17:13,570 --> 00:17:14,453 Nyko? 254 00:17:16,480 --> 00:17:17,322 Kya yeh such hai? 255 00:17:17,420 --> 00:17:19,613 Haan, maut hi waahid tareeqa hai. 256 00:17:19,704 --> 00:17:22,320 Ruko, aik tareeqa hai isay bachanay ka. 257 00:17:22,410 --> 00:17:23,640 Main nay aaj tak aisa koi tareeqa nahi daikha. 258 00:17:24,608 --> 00:17:26,360 Hamein chalna hoga. Sab ja rahay hain. 259 00:17:26,451 --> 00:17:27,760 -Tum. -Hamein roukna hoga... 260 00:17:27,951 --> 00:17:29,228 Qaatil. 261 00:17:29,785 --> 00:17:32,373 -Choro isay. -Tum nay mere logo ka qatal kiya hai. 262 00:17:32,770 --> 00:17:35,730 Baray, bacchay, masoom. 263 00:17:35,820 --> 00:17:38,320 -Nyko, tum isay maar rahe ho. -Khoon ka badla khoon hai. 264 00:17:38,410 --> 00:17:39,291 Duur hojao. 265 00:17:39,381 --> 00:17:41,680 Bellamy, nahi maarna isay. 266 00:17:54,604 --> 00:17:55,636 Lincoln. 267 00:17:58,539 --> 00:17:59,721 Yeh saans nahi lay raha. 268 00:18:03,435 --> 00:18:05,094 Is ka dil dharakna band ho gaya hai. 269 00:18:29,844 --> 00:18:30,992 Yeh tou mar gaya tha. 270 00:18:32,785 --> 00:18:33,976 Tum nay kaisay kiya yeh? 271 00:18:35,052 --> 00:18:37,253 Tum nay aisa pehlay kabhi kiya hai? 272 00:18:39,762 --> 00:18:41,133 Aur woh isi tarha martay thay. 273 00:18:45,415 --> 00:18:46,693 Yeh kya hai? 274 00:18:49,230 --> 00:18:50,986 Mujhe pata hai hum hamla kaisay rouk saktay hain. 275 00:19:00,310 --> 00:19:02,880 Is ki haalat theek hai abhi kay liye. Hamein chalna chahiye. 276 00:19:04,584 --> 00:19:05,648 Tum tayyar ho? 277 00:19:11,150 --> 00:19:12,774 Agar tum Lincoln ko bacha bhi lo... 278 00:19:14,332 --> 00:19:15,641 ...woh pehlay jaisa nahi rahega. 279 00:19:19,436 --> 00:19:21,226 Jo kuch usnay kiya hai... 280 00:19:24,520 --> 00:19:25,984 ...woh sab us kay sath rahega. 281 00:19:27,948 --> 00:19:29,154 Yeh nahi pata hamein. 282 00:19:30,126 --> 00:19:31,292 Pata hai. 283 00:19:38,461 --> 00:19:40,120 Lincoln ko bhi bachaya ja sakta hai... 284 00:19:42,300 --> 00:19:43,712 ...aur tumhein bhi. 285 00:19:48,860 --> 00:19:51,240 Chalo ab hamein chalna chahiye. 286 00:20:07,530 --> 00:20:08,604 Aaj hi, Monty. 287 00:20:08,993 --> 00:20:10,533 Jitni jaldi ho sakta hai main kar raha hun. 288 00:20:15,810 --> 00:20:18,480 Ghabrao nahi surveillance room Maya kay qaabu mein hai. 289 00:20:18,570 --> 00:20:19,769 Koi nahi daikh raha. 290 00:20:20,760 --> 00:20:21,966 Hum nay sambhala huwa hai. 291 00:20:23,220 --> 00:20:25,133 Agar hum us darwazay tak pohanch jayen tou acha rahega. 292 00:20:29,590 --> 00:20:30,861 Umeed ki halki si kiran dikhi hai. 293 00:20:30,952 --> 00:20:33,573 Yeh mera bhai, chalo ab chaltay hain. 294 00:20:36,980 --> 00:20:38,266 Chalo, chalo. 295 00:20:47,191 --> 00:20:49,308 Harper, hall par nazar rakkho. 296 00:20:49,945 --> 00:20:51,570 Main kyun hall par nazar rakkhun? 297 00:20:51,854 --> 00:20:54,140 Monty ko computers ka tajurba hai. Miller aik chor hai. 298 00:20:54,231 --> 00:20:55,429 Tum hall kyun nahi daikh saktay? 299 00:20:55,520 --> 00:20:56,840 Main mastermind hun. 300 00:20:57,564 --> 00:20:59,152 Kya yaar jao daikho jaa kay. 301 00:21:06,610 --> 00:21:07,780 Yeh kya hai? 302 00:21:13,260 --> 00:21:14,870 Is par tou password laga huwa hai. 303 00:21:17,353 --> 00:21:18,774 Isay daikhtay hain abhi. 304 00:21:20,523 --> 00:21:22,480 Yeh log keh rahay thay kay hum itnay ahm nahi ban payengay. 305 00:21:25,802 --> 00:21:28,740 Khaali karnay ka mansooba 2A shuru kiya ja chuka hai. 306 00:21:28,831 --> 00:21:32,060 Apnay station supervisor kay pass jain. 307 00:21:32,714 --> 00:21:34,410 Tum nay sahi faisla kiya, Abby. 308 00:21:37,382 --> 00:21:38,385 Ammi. 309 00:21:40,624 --> 00:21:42,360 Kahaan thi tum? Hum log bus ja rahay hain. 310 00:21:42,450 --> 00:21:43,740 Mujhe pata hai hamlay ko kaisay rouka ja sakta hai. 311 00:21:43,830 --> 00:21:44,889 Kya baat kar rahi ho tum? 312 00:21:44,980 --> 00:21:46,937 Hum log Grounders say is wajha say muzaakraat nahi kar paaye 313 00:21:47,027 --> 00:21:49,013 kyun kay hamaray pass kuch aisa nahi hai jo unhein paish kar sakain. 314 00:21:49,104 --> 00:21:51,695 Sab say bara khatra unhein Reapers say hai. 315 00:21:51,786 --> 00:21:54,786 Shayad hum yeh khatra un kay liye hamesha kay liye khatam kar saktay hain. 316 00:21:57,325 --> 00:21:58,199 Kaisay? 317 00:21:58,290 --> 00:22:00,170 Abby. Tum such mein... 318 00:22:19,471 --> 00:22:20,413 Woh yahaan pohanch gaye hain. 319 00:22:29,580 --> 00:22:32,080 Khaali karnay ka mansooba 2A shuru kiya ja chuka hai. 320 00:22:32,170 --> 00:22:34,933 Baaqi malomaat kay liye apnay station supervisor say miliye. 321 00:22:36,600 --> 00:22:38,021 Yeh log abhi hamla nahi kar rahay jis ka 322 00:22:38,046 --> 00:22:39,674 matlab hai kay hamaray pass abhi bhi waqt hai. 323 00:22:39,741 --> 00:22:41,210 Hamaray pass roshni honay say pehlay dou ghantay aur hain. 324 00:22:41,301 --> 00:22:42,703 Mujhe Commander say baat karnay dou. 325 00:22:42,794 --> 00:22:45,050 Woh Anya ki naib thi ho sakta hai woh us ki baat sun lay. 326 00:22:45,141 --> 00:22:47,122 Hamein tou yeh bhi nahi pata kay Commander yahaan hai bhi ya nahi. 327 00:22:47,213 --> 00:22:49,510 Commander hai yahaan. Nyko nay bataya tha mujhe. 328 00:22:49,601 --> 00:22:51,329 Tum isay kooshish tou karnay dou aik dafa. 329 00:22:52,178 --> 00:22:54,000 Abby, hum log waqt zayaa kar rahe hain. 330 00:22:55,065 --> 00:22:56,625 Mujhe ijazat dou. 331 00:22:56,716 --> 00:22:57,717 Ruko. 332 00:22:58,227 --> 00:23:01,175 Clarke, tum nay kahaa tha kay Lincoln kay uppar say us ka asar khatam ho raha hai. 333 00:23:01,637 --> 00:23:03,813 Hamein tou yeh bhi nahi pata kay woh kis cheez ka asar tha. 334 00:23:04,170 --> 00:23:05,920 Detox hi usay maar sakta hai. 335 00:23:06,011 --> 00:23:07,188 Yaheen tou aap ki zaroorat hai. 336 00:23:07,279 --> 00:23:08,873 Aur agar main usay nahi bacha saki tou? 337 00:23:09,950 --> 00:23:11,093 Aisa nahi hona chahiye. 338 00:23:14,122 --> 00:23:16,986 Hum log aik faraib ki wajha say kuch daao par laga rahe hain Abby. 339 00:23:18,027 --> 00:23:19,130 Hamaray pass aik raasta hai. 340 00:23:19,516 --> 00:23:21,686 Hamaray pass aik raasta hai apnay logon ko bachanay ka. 341 00:23:21,777 --> 00:23:22,621 Un main say sab nahi bach saktay. 342 00:23:22,711 --> 00:23:25,790 Hum Mount Weather mein phansay bachon ko bachanay kay liye waapis ayengay. 343 00:23:25,880 --> 00:23:27,443 Hum sab jaantay hain kay aisa nahi honay wala. 344 00:23:27,533 --> 00:23:29,503 Abby, bus yeh sab bohat hogaya. 345 00:23:29,594 --> 00:23:31,580 Agar tum exodus shuru karnay kay liye ahkamaat nahi dogi, 346 00:23:31,670 --> 00:23:33,130 tou tumhari wajha say hum sab maray jayengay. 347 00:23:38,934 --> 00:23:40,157 Mujhe maaf karna. 348 00:23:43,376 --> 00:23:44,996 Main yeh hukum nahi day sakti. 349 00:23:50,124 --> 00:23:51,267 Abby... 350 00:23:52,891 --> 00:23:53,970 ...day dou hukum. 351 00:23:57,756 --> 00:23:58,772 Nahi. 352 00:24:01,373 --> 00:24:06,240 Main Ark ka muntakhib karda chancellor hun. 353 00:24:07,263 --> 00:24:09,652 Aur main tumhein apnay logon ki zindagi khatray mein nahi daalnay dungi. 354 00:24:09,743 --> 00:24:10,850 Samajh ayi tumhein? 355 00:24:10,941 --> 00:24:13,154 Main tum say aik dafa aur poch raha hun. 356 00:24:13,507 --> 00:24:16,920 Exodus shuru karnay kay liye hukum day dou. 357 00:24:17,011 --> 00:24:20,089 Nahi dungi, samajh agayi baat? 358 00:24:35,531 --> 00:24:36,573 Sergeant Miller? 359 00:24:38,387 --> 00:24:39,407 Major Byrne. 360 00:24:41,214 --> 00:24:43,826 Main Dr. Griffin ko un ki command say hata raha hun. 361 00:24:48,361 --> 00:24:50,011 In teeno ko hirasat mein lo. 362 00:24:50,110 --> 00:24:51,780 Magar yeh daikh laina kay yeh log tayyar houn 363 00:24:51,870 --> 00:24:54,306 hum sab kay sath janay kay liye aik ghantay kay andar. 364 00:24:56,076 --> 00:24:57,983 Abhi isi waqt, Major! 365 00:24:58,091 --> 00:25:00,108 Werna is camp mein jitnay log bhi maraingay 366 00:25:00,133 --> 00:25:02,104 un sab kay khoon ki zimaydaar tum bhi hogi. 367 00:25:05,305 --> 00:25:07,200 Major Byrne, Sergeant Miller, 368 00:25:08,863 --> 00:25:11,010 Chancellor Jaha ko lakri kay junglay mein band karo. 369 00:25:16,742 --> 00:25:17,829 Theek hai, ma'am. 370 00:25:29,960 --> 00:25:32,063 Itna sab kiya hum nay bachnay kay liye... 371 00:25:35,181 --> 00:25:37,277 ...aur tum saari mehnat par paani phair rahi ho, kyun? 372 00:25:38,713 --> 00:25:40,360 Kyun kay mujhe bhi yaqeen hai. 373 00:25:43,029 --> 00:25:44,371 Apni beti par. 374 00:25:51,821 --> 00:25:53,012 Shukriya. 375 00:25:58,504 --> 00:26:00,093 Main tumharay sath aik muhafiz bhejungi. 376 00:26:00,184 --> 00:26:02,560 Nahi, un logo khatra lagay ga. 377 00:26:04,053 --> 00:26:05,656 Mujhe yeh khud hi karna parega. 378 00:26:08,441 --> 00:26:09,806 Finn aap ko Lincoln kay pass lay jayega. 379 00:26:10,062 --> 00:26:11,396 Agar tum ghalat huwi tou... 380 00:26:14,485 --> 00:26:16,093 ...hum sab maray jayengay. 381 00:26:24,896 --> 00:26:26,492 Bohat alaa. 382 00:26:31,697 --> 00:26:32,745 Doston. 383 00:26:37,464 --> 00:26:38,464 Wow. 384 00:26:52,408 --> 00:26:53,660 Hey, mujhe kuch mila hai. 385 00:26:53,751 --> 00:26:55,820 Mujhe bhi, yaar, kitna acha hun mein. 386 00:27:03,928 --> 00:27:04,936 Yeh log zinda hain. 387 00:27:29,698 --> 00:27:31,818 Agar tum nay us ki taraf ghalat nazar say daikha tou 388 00:27:31,909 --> 00:27:33,698 main tumhara gala kaat dunga. 389 00:27:57,510 --> 00:28:01,800 Tum nay mere teen sau jungjuon ko zinda jalaya tha. 390 00:28:03,340 --> 00:28:05,226 Tum nay unhein wahaan bhaija tha marnay kay liye. 391 00:28:10,042 --> 00:28:11,225 Kya tumhein koi jawaab daina hai, 392 00:28:11,997 --> 00:28:13,553 Sky people ki Clarke? 393 00:28:15,909 --> 00:28:17,333 Main tumhein aik paishkash karnay ayi hun. 394 00:28:17,813 --> 00:28:19,386 Yeh muzakraat nahi ho rahay. 395 00:28:20,027 --> 00:28:23,294 Mujhe isay maar kar yeh maamla khatam karnay dou. 396 00:28:24,225 --> 00:28:26,082 Main tumhari madad kar sakti hun mountain kay logon ko haraanay mein. 397 00:28:29,024 --> 00:28:29,879 Bolti raho. 398 00:28:29,970 --> 00:28:32,413 Kayi sau log tumharay Mount Weather mein phansay huway hain. 399 00:28:32,504 --> 00:28:33,593 Pinjron mein rakkhay huway hain. 400 00:28:33,618 --> 00:28:35,624 Un ka khoon dawaiyaan bananay mein istemaal ho raha hai. 401 00:28:35,691 --> 00:28:36,821 Tumhein kaisay pata yeh sab? 402 00:28:36,912 --> 00:28:38,163 Kyun kay main nay daikha hai unhein. 403 00:28:38,254 --> 00:28:39,973 Mere log bhi wahaan qaidi banay huway hain. 404 00:28:40,308 --> 00:28:41,321 Main bhi un mein say aik thi. 405 00:28:41,411 --> 00:28:44,470 Jhoot bol rahi ho, wahaan say koi bhi bhaag kay nahi aasakta. 406 00:28:44,561 --> 00:28:46,586 Main aayi thi Anya kay sath. 407 00:28:47,262 --> 00:28:48,536 Hum aik sath hi wahaan say bahir niklay thay. 408 00:28:48,626 --> 00:28:51,040 Aik aur jhoot. Anya tou aag mein jal kar mari thi. 409 00:28:51,130 --> 00:28:52,145 Tum nay hi maara hai usay. 410 00:29:05,703 --> 00:29:07,220 Us nay mujhe bataya tha kay tum us ki naib ho. 411 00:29:08,854 --> 00:29:10,360 Mujhe yaqeen hai kay woh chahti kay tum yeh rakh lo. 412 00:29:20,908 --> 00:29:22,474 Hamein nahi pata kay yeh usi ka hai ya nahi. 413 00:29:22,610 --> 00:29:23,810 Chup ho jao Indra. 414 00:29:24,763 --> 00:29:26,230 Jab mujhe apnay logon ki rehnumayi karna pari us say pehlay... 415 00:29:27,120 --> 00:29:29,515 Anya meri ustaad thi. 416 00:29:34,870 --> 00:29:36,061 Kya woh larh kay mari thi? 417 00:29:37,650 --> 00:29:40,400 Haan mere braber mein hi mari thi woh. 418 00:29:41,500 --> 00:29:43,277 Tumhein aik paighaam daina chah rahi thi woh. 419 00:29:43,721 --> 00:29:44,951 Kaun sa paighaam? 420 00:29:45,042 --> 00:29:47,933 Agar hum aik saath mil jayen tou hum apnay logon ko bacha saktay hain. 421 00:29:48,024 --> 00:29:51,344 Jo log marnay walay hotay hain woh kuch bhi bol daitay hain. 422 00:29:51,870 --> 00:29:54,050 Main abhi bhi paishkash ka intezaar kar rahi hun, Clarke. 423 00:29:55,590 --> 00:29:58,210 Mountain kay log tumharay logon ko Reapers bana rahe hain. 424 00:29:59,566 --> 00:30:00,660 Main unhein waapis say sahi kar sakti hun. 425 00:30:00,751 --> 00:30:01,706 Namumkin. 426 00:30:01,847 --> 00:30:04,520 Commander, main ilteja karti hun mujhe isay maarnay dain. 427 00:30:04,569 --> 00:30:06,230 Main nay Lincoln kay sath bhi aisa hi kiya hai. 428 00:30:06,320 --> 00:30:08,711 -Us dhokay baaz ki wajha say... -Indra! 429 00:30:08,801 --> 00:30:10,359 mere gaaoun kay logon ko tumharay logon nay maara. 430 00:30:10,436 --> 00:30:11,436 Bus bohat ho gaya. 431 00:30:24,939 --> 00:30:27,058 Tum nay kahaa kay tum Reapers ko dobara sahi kar deti ho? 432 00:30:29,493 --> 00:30:30,478 Haan. 433 00:30:30,931 --> 00:30:32,106 Tou phir saabit karo. 434 00:30:34,024 --> 00:30:35,450 Mujhe Lincoln dikhao. 435 00:31:01,380 --> 00:31:02,880 Hum yahaan kya kar rahay hain? 436 00:31:05,079 --> 00:31:06,706 Main nay aap say kahaa tha kay mujh par bharosa rakkho. 437 00:31:19,052 --> 00:31:19,933 Beta. 438 00:31:28,502 --> 00:31:29,640 Is nay kaam dikha diya. 439 00:31:31,358 --> 00:31:32,394 Ab sab theek hai. 440 00:31:33,153 --> 00:31:34,886 Aap ka bhi mere jaisa hi ilaaj huwa hai. 441 00:31:35,995 --> 00:31:37,067 Haan utaarain. 442 00:32:04,393 --> 00:32:06,240 Mujhe tou koi bhi khushboo yaad nahi thi. 443 00:32:11,452 --> 00:32:13,013 Hamein yaheen hona chahiye. 444 00:32:21,200 --> 00:32:24,234 Aap nay mujhe hamesha yehi bola tha kay zameen hi... 445 00:32:25,279 --> 00:32:26,984 ...hamara asal ghar hai. 446 00:32:31,972 --> 00:32:34,120 Koi concrete ka taboot nahi. 447 00:32:45,077 --> 00:32:46,474 Ab hamein waapis jana hoga. 448 00:32:47,681 --> 00:32:49,039 Hamaray pass kuch hi minutes bachay hain. 449 00:32:51,454 --> 00:32:52,422 Chalo. 450 00:33:04,520 --> 00:33:05,742 Abbu? 451 00:33:09,721 --> 00:33:11,313 Mere sath khailo mat, beta. 452 00:33:11,404 --> 00:33:13,050 Yahaan basnay kay liye kya karna parayga? 453 00:33:15,325 --> 00:33:16,388 Bone marrow chahiye hogi. 454 00:33:18,528 --> 00:33:19,760 Jitni bhi hain un sab kay pass. 455 00:33:21,332 --> 00:33:24,362 Hamaray jeenay kay liye unhein marna parayga. 456 00:33:36,295 --> 00:33:37,874 Yehi hamari duniya hai. 457 00:33:44,020 --> 00:33:45,240 Hum is kay mustehiq hain. 458 00:33:46,469 --> 00:33:48,670 Hum logon kay pass tareekh hai. 459 00:33:48,760 --> 00:33:50,537 Outsiders kay sath jo hum nay kiya hai us say 460 00:33:50,562 --> 00:33:52,144 hamari saakh bohat kharaab ho chuki hai. 461 00:33:52,210 --> 00:33:54,587 Main yeh aur nahi kar sakta. 462 00:33:58,227 --> 00:33:59,116 Abbu. 463 00:34:01,409 --> 00:34:02,425 Abbu. 464 00:34:05,341 --> 00:34:06,294 Barah e meherbani ijazat day dain. 465 00:34:06,768 --> 00:34:08,330 Nahi. 466 00:34:30,532 --> 00:34:32,893 Oh shukar khuda ka. Clarke kahaan hai 467 00:34:33,973 --> 00:34:35,350 Jung rouknay ki kooshish kar rahi hai. 468 00:34:48,717 --> 00:34:50,081 Is ki aankhon tou hil hi nahi rahin. 469 00:34:51,513 --> 00:34:52,493 Is kay haath baandho. 470 00:34:52,584 --> 00:34:53,613 Thori jaan laga kay. 471 00:35:01,902 --> 00:35:03,900 Tumharay bhai ko jo samaan mila hai us say 472 00:35:04,457 --> 00:35:05,720 Lincoln shayad bach jaaye. 473 00:35:05,811 --> 00:35:06,706 Yeh kya hai? 474 00:35:06,797 --> 00:35:08,460 Is say, is ka bukhaar thora kum ho jayega. 475 00:35:12,340 --> 00:35:13,765 Isay pakar kay rakkho. 476 00:35:25,767 --> 00:35:27,826 Kya ho raha hai? Yeh asar kyun nahi kar raha? 477 00:35:28,525 --> 00:35:29,898 Is ka dil dharakna band ho gaya hai. 478 00:35:45,091 --> 00:35:46,133 Tum inhein sahi karti ho? 479 00:35:47,903 --> 00:35:49,085 Is ka sir thora peechay ki taraf karo. 480 00:35:49,531 --> 00:35:51,429 Is ki thori neechay ki taraf karo takay hawaa guzar sakay. 481 00:36:01,343 --> 00:36:02,198 Chalo. 482 00:36:12,007 --> 00:36:13,310 Is taraf. 483 00:36:17,085 --> 00:36:18,124 Chalo. 484 00:36:27,435 --> 00:36:29,173 Tum ruk rahi ho, kya huwa? 485 00:36:29,732 --> 00:36:30,812 Maaf karna. 486 00:36:36,186 --> 00:36:37,047 Yeh mar chuka hai. 487 00:36:37,138 --> 00:36:39,346 Nahi aisa mumkin nahi tum ghalat bol rahi ho. 488 00:36:40,082 --> 00:36:40,971 Octavia. 489 00:36:48,986 --> 00:36:50,130 Waapis ao. 490 00:36:54,750 --> 00:36:55,700 Lincoln. 491 00:37:29,070 --> 00:37:30,173 Main in sab ko maar dungi. 492 00:37:44,450 --> 00:37:47,440 Barah e karam, tumhein yeh karnay ki zaroorat nahi. 493 00:37:47,531 --> 00:37:48,826 Tum nay jhoot bola. 494 00:37:50,447 --> 00:37:51,600 Aur tumharay pass waqt bhi nahi bacha ab. 495 00:38:02,253 --> 00:38:03,270 Dobara koshish karo. 496 00:38:19,000 --> 00:38:20,640 Oh, Lincoln. 497 00:38:23,980 --> 00:38:25,356 Octavia. 498 00:38:55,060 --> 00:38:57,591 Agar Alpha zameen par hai tou dosray stations bhi zaroor hongay. 499 00:38:57,682 --> 00:38:58,946 Tumhara talluq Alpha say hai na? 500 00:38:59,460 --> 00:39:00,980 Mere abbu chief guard thay. 501 00:39:02,345 --> 00:39:04,450 Unhein zaroor acha laga hoga kay un ka beta chor hai. 502 00:39:04,910 --> 00:39:07,480 Hey. Tum aik bohat achay chor ho. 503 00:39:09,318 --> 00:39:11,626 Yeh engineering schematics hain is puri jagha ki. 504 00:39:12,600 --> 00:39:15,146 Agar yahaan say baahir janay ka koi raasta huwa tou hum zaroor dhoond laingay. 505 00:39:17,327 --> 00:39:18,446 Doston. 506 00:39:21,376 --> 00:39:23,448 Harper naashtay kay liye nahi ayi, kya tum nay usay daikha hai? 507 00:39:23,539 --> 00:39:25,174 Nahi Dante kay office mein hi mili thi bus. 508 00:39:27,271 --> 00:39:28,621 Tou kahaan hai woh? 509 00:39:32,970 --> 00:39:35,746 Nahi, barah e karam nahi. 510 00:39:37,090 --> 00:39:38,240 Nahi karo. 511 00:39:39,000 --> 00:39:41,550 Fikr nahi karo, takleef nahi hogi. 512 00:39:42,920 --> 00:39:46,120 Kolhay kay pass sab say zyada marrow hota hai. 513 00:39:47,102 --> 00:39:48,244 Hum wahaan say shuru karaingay. 514 00:39:48,334 --> 00:39:50,881 Mujhe kuch nahi janna. 515 00:39:50,972 --> 00:39:52,071 Bus kar dou yeh kaam. 516 00:39:55,786 --> 00:39:57,540 Tumharay abbu bhi maan jayengay Cage. 517 00:39:59,810 --> 00:40:01,210 Aur agar nahi maanay tou? 518 00:40:03,366 --> 00:40:04,733 Mujhe bus ghar jana hai. 519 00:40:06,507 --> 00:40:07,785 Pata hai mujhe. 520 00:40:12,084 --> 00:40:13,093 Hamein bhi. 521 00:40:17,368 --> 00:40:18,800 Mujhe bus... 522 00:41:03,936 --> 00:41:05,760 Lincoln ka sahi hona... 523 00:41:07,569 --> 00:41:08,580 ...bohat muttasir kun tha. 524 00:41:11,856 --> 00:41:14,173 Is say pehlay koi nahi bacha is tarha. 525 00:41:15,702 --> 00:41:17,360 Yeh itna mushkil nahi hai. 526 00:41:18,373 --> 00:41:20,080 Hamein bus inhein itni dair tak zinda rakhna hota hai 527 00:41:20,170 --> 00:41:21,763 kay in kay nizaam say jo manshiyaat hai woh nikal jaye. 528 00:41:21,854 --> 00:41:23,860 Hum dosron kay sath bhi aisa kar saktay hain. 529 00:41:27,886 --> 00:41:29,300 Ab aman ho sakta hai. 530 00:41:33,074 --> 00:41:33,947 Shukriya. 531 00:41:34,650 --> 00:41:36,280 Mujhe bus badlay mein aik cheez chahiye. 532 00:41:37,351 --> 00:41:38,289 Kya? 533 00:41:38,834 --> 00:41:40,773 Jisay tum Finn kehtay ho mujhe woh chahiye. 534 00:41:42,570 --> 00:41:44,066 Hamaray beech aman... 535 00:41:45,335 --> 00:41:46,513 ...us ki maut say shuru hoga.