1 00:00:01,477 --> 00:00:02,957 Mera naam Barry Allen hai, 2 00:00:03,047 --> 00:00:05,307 aur mein dunya ka sabsay taiz raftar tareen insaan houn 3 00:00:05,387 --> 00:00:08,067 Duniya ke liye main aik maamooli forensic scientist hoon, 4 00:00:08,117 --> 00:00:10,677 lekin khufiya taur se mein jurm ke khilaaf, 5 00:00:10,767 --> 00:00:14,077 larta houn aur apnay jaiso ko talaash karta houn. 6 00:00:14,237 --> 00:00:16,847 Zoom ko shikast di aur multiverse ko bachanay ke baad, 7 00:00:16,937 --> 00:00:20,437 Meinay maazi mein jaakay mutabaadil timeline banaadi, Flashpoint. 8 00:00:20,527 --> 00:00:22,207 Timeline ko phir se bahaal karnay ke baad, 9 00:00:22,297 --> 00:00:24,337 meri dunya pehlay jaisi nahi rahi 10 00:00:24,427 --> 00:00:26,447 Main humaari duniya mein naye khatray le aaya, 11 00:00:26,537 --> 00:00:28,757 aur ek main hee hoon itna taiz jo unko rok sakta hai. 12 00:00:28,847 --> 00:00:31,407 Main hoon "Flash." 13 00:00:31,827 --> 00:00:33,137 Ab tak "Flash" mein.../i> 14 00:00:33,227 --> 00:00:35,167 Caitlin, mujhay maaf karna meri jaan. 15 00:00:35,257 --> 00:00:38,677 Jo tumhari powers hain... jitna istemal karogi utna hi mushkil hoga. 16 00:00:40,667 --> 00:00:41,747 Meinay tumhari hathkarri kholi 17 00:00:41,837 --> 00:00:43,177 Yeh kaisa fashion hai? 18 00:00:43,267 --> 00:00:44,737 'Tum meta-human tou nahi ho.. 19 00:00:44,827 --> 00:00:46,047 -Kya woh mein houn? -Haan. 20 00:00:46,137 --> 00:00:47,387 Meinay hum douno ko dekha. 21 00:00:47,477 --> 00:00:49,717 Vibe aur Killer Frost ki jang. 22 00:00:49,807 --> 00:00:51,652 Waqt achuka. 23 00:00:51,677 --> 00:00:53,787 Tumhari azadi ka. 24 00:00:53,877 --> 00:00:55,154 Wally, nahi! 25 00:01:05,187 --> 00:01:08,172 Tum mehez ek ghulam ghulaam ho speed force ke Flash. 26 00:01:08,197 --> 00:01:09,977 Par mein uspay raj karta houn. 27 00:01:10,050 --> 00:01:11,725 Tum ek mamooli insaan ho 28 00:01:11,824 --> 00:01:14,114 magar mein ek khuda. 29 00:01:14,147 --> 00:01:15,547 Tumhara Khuda. 30 00:01:15,637 --> 00:01:18,167 Mein houn Savitar. 31 00:01:26,007 --> 00:01:27,657 -Chalaow goli! -Nazar nahi araha. 32 00:01:27,747 --> 00:01:29,377 Bus chala dou! 33 00:01:36,827 --> 00:01:38,418 Alchemy! 34 00:01:41,127 --> 00:01:42,627 Chalo ghoomnay. 35 00:01:49,507 --> 00:01:50,408 Barry! 36 00:02:09,427 --> 00:02:11,397 -Ye kya horaha hai? -Samajh se bahar hai. 37 00:02:11,487 --> 00:02:12,939 Iskay suit ka tracker kharab hogaya hai. 38 00:02:13,030 --> 00:02:14,407 Bata raha hai ke woh ek waqt pe 39 00:02:14,497 --> 00:02:16,671 pooray sheher mein nazar araha hai, jo ke namumkin hai. 40 00:02:16,741 --> 00:02:17,931 Woh itna bhi tez nahi. 41 00:02:18,022 --> 00:02:20,272 Agar woh nahi phir shayad 42 00:02:20,297 --> 00:02:22,007 koi aur cheez. 43 00:02:26,877 --> 00:02:28,223 Maza aya kya? 44 00:02:29,187 --> 00:02:30,616 Bilkul nahi. 45 00:02:46,287 --> 00:02:48,607 Woh raha, waterfront ke paas. 46 00:02:48,697 --> 00:02:51,207 Theek hai. Uskay paas jana chahye. 47 00:02:51,297 --> 00:02:54,187 Aur karengay kya woh ek intehayi tez ghaibana qoowat se larr raha hai. 48 00:02:54,277 --> 00:02:56,877 -Meray paas ek plan hai. -Nahi. Nahi. 49 00:02:56,997 --> 00:02:58,577 -Buhat acha plan hai. -Apne haath neechay karlo. 50 00:02:58,667 --> 00:02:59,937 Baat ha tadaad ki. 51 00:03:00,027 --> 00:03:02,607 'kyune is waqt woh ekela larr raha hai. 52 00:03:02,697 --> 00:03:05,337 Kyun na hum dou aur bhej dein larnay? Baat samjh ayi? 53 00:03:05,427 --> 00:03:07,729 Cisco, tum donou shigaaf ke zariye 54 00:03:07,754 --> 00:03:09,007 wahan ja saktay ho. 55 00:03:09,047 --> 00:03:11,197 Yaar buhat khatarnaak hai. 56 00:03:11,287 --> 00:03:13,087 Please meri khaatir. 57 00:03:16,471 --> 00:03:18,437 Kya hua marray tou nahi? 58 00:03:18,527 --> 00:03:22,137 Tum meray qadmo ki dhool bhi nahi. 59 00:03:22,227 --> 00:03:23,667 Tum maazi ho, 60 00:03:24,027 --> 00:03:25,927 Aur mein... 61 00:03:26,807 --> 00:03:29,437 Mustaqbil houn, Flash. 62 00:03:32,727 --> 00:03:34,587 Woh dikhayi nahi de raha! 63 00:03:34,780 --> 00:03:36,190 Bus kardo! 64 00:03:57,217 --> 00:03:58,757 Oho-ee! 65 00:03:58,847 --> 00:04:01,354 Aah. Oh, uff. 66 00:04:02,147 --> 00:04:04,047 Kal pata chalay ga ab. 67 00:04:06,327 --> 00:04:09,067 Kaafi naya aur dardnaak tareeqa power istemal karne ka. 68 00:04:09,157 --> 00:04:11,347 Ah. Tum theek ho? 69 00:04:11,437 --> 00:04:13,007 Haan, theek houn. 70 00:04:13,327 --> 00:04:15,617 Thand lag rahi hai. 71 00:04:16,297 --> 00:04:18,097 Anay ke lye shukriya. 72 00:04:32,407 --> 00:04:35,627 Barry, lekin tum shifayaab hochukay ho. Jald theek hojaogay. 73 00:04:35,652 --> 00:04:39,672 Um, Cisco, tumharay dimagh ke MRI se pata chalta hai ke 74 00:04:39,697 --> 00:04:42,136 tumhay mamooli falij ka daura para. 75 00:04:42,477 --> 00:04:45,457 Jo tumnay kiya woh ainda na karna aaj kal mein. 76 00:04:45,532 --> 00:04:46,947 Ek lamha, kya matlab. Mamooli falij? 77 00:04:47,037 --> 00:04:48,917 Wapis se samjhao? 78 00:04:49,007 --> 00:04:50,067 Mein samjha nahi... 79 00:04:50,157 --> 00:04:51,807 Kya yeh sar dard mujhay hamesha rahega? 80 00:04:51,827 --> 00:04:54,567 Iska matlab ke sar dard ki goli lelo aur theek hojaogay. 81 00:04:54,657 --> 00:04:58,737 Oh. Acha, tou aisey bolo na. 82 00:04:58,907 --> 00:05:01,466 Cait, jaanta houn tumnay kitna bara khatra mol liya 83 00:05:01,491 --> 00:05:03,751 apni power ka istemal karke. Tou shukriya. 84 00:05:03,867 --> 00:05:07,127 -Meinay kuch nahi kiya. -Haan, meri zindagi bachayi. 85 00:05:07,217 --> 00:05:09,667 Tum meri bhi tou bacha chukay ho hazaro baar. 86 00:05:09,797 --> 00:05:12,327 Mein Wally ko dekh ke aati houn. 87 00:05:12,417 --> 00:05:13,907 Theek hai. 88 00:05:19,094 --> 00:05:20,214 Woh cheez kya thi? 89 00:05:20,257 --> 00:05:22,427 Waterfront ke paas? 90 00:05:22,887 --> 00:05:24,447 Nahi jaanta. 91 00:05:25,597 --> 00:05:27,857 Lekin ab yeh jaantay hai ke Alchemy sirf ek mohra hai. 92 00:05:27,882 --> 00:05:30,312 Asal khatra woh cheez thi, woh jo kuch bhi tha. 93 00:05:30,337 --> 00:05:32,887 Ek sawal... kya sirf tum usko dekh saktay ho? 94 00:05:32,977 --> 00:05:35,357 Kyun? Mera matlb... kaisey? 95 00:05:35,447 --> 00:05:37,727 Shayad donou speedsters hain. Yeh hosakti hai wajha. 96 00:05:37,817 --> 00:05:40,785 Shayad. Par woh speedster se kuch barh kar tha. 97 00:05:40,832 --> 00:05:43,565 Jab uskay qabzay mein tha, mujhay laga hum ek hi jaga hain 98 00:05:43,590 --> 00:05:45,517 Ek jhatkay mein kahi se kahi aur. 99 00:05:45,607 --> 00:05:47,042 Meray liye bhi woh buhat tez tha. 100 00:05:47,098 --> 00:05:48,828 Wo yaaft hain ke unhon ne kisi? 101 00:05:49,297 --> 00:05:51,197 Usnay apna naam Savitar bataya. 102 00:05:51,222 --> 00:05:53,572 Hmm. Raftaar ka Hindu Devta . 103 00:05:53,647 --> 00:05:55,577 Kya? Tumhay kaisey pata yeh? 104 00:05:55,667 --> 00:05:58,107 Crossword Puzzle wizard. Dono dunya pe. 105 00:05:58,197 --> 00:06:00,947 12 upar, 7 harf. Savitar. Yeh lo. 106 00:06:01,197 --> 00:06:03,017 Hindu Devta raftaar ka. 107 00:06:03,487 --> 00:06:06,727 -Usnay bola ke woh Khuda hai. -Zabardast, buhat khoob 108 00:06:06,817 --> 00:06:08,887 Aur mujhay darr tou bilkul... bhi nahi lag raha. 109 00:06:18,567 --> 00:06:20,287 -Hey. -Hey. 110 00:06:20,377 --> 00:06:22,847 -Tum theek ho? -Haan, haan. 111 00:06:24,997 --> 00:06:26,457 Tum kaisi ho? 112 00:06:28,457 --> 00:06:30,087 Kuch pata chala? 113 00:06:31,327 --> 00:06:32,517 Wally abhi bhi zinda hai, 114 00:06:32,552 --> 00:06:34,408 lekin uskay vitals buhat sust chal rahay hain. 115 00:06:34,657 --> 00:06:36,237 dimagh bhi bilkul maoof hai. 116 00:06:36,327 --> 00:06:38,667 Jaisey ke coma ke mareez hotay hain . 117 00:06:39,019 --> 00:06:41,459 Mein bhi coma mein tha powers milne se pehlay. 118 00:06:41,550 --> 00:06:44,317 Shayad waisa hi ho. 119 00:06:44,407 --> 00:06:45,510 Isko nikaal saktay hain? 120 00:06:45,562 --> 00:06:49,006 Sundi jab titli ban rahi hoti hai, tou apnay hi khaamray se 121 00:06:49,125 --> 00:06:51,512 apnay aap ko to ke tabdeel karti hai 122 00:06:51,537 --> 00:06:53,422 Aur phir tayaar hoti hai titli. 123 00:06:53,549 --> 00:06:56,527 Agar tou yehi horaha hai Wally ke saath, 124 00:06:56,552 --> 00:06:58,687 khair, mein nahi jaanti. 125 00:06:58,777 --> 00:07:01,297 Sahi keh rahi ho. Tum nahi jaanti 126 00:07:01,515 --> 00:07:04,397 Hum mein se koi bhi nahi jaanta ke andar kya chal raha hai. 127 00:07:04,487 --> 00:07:06,923 Aur main bewaqoofo ki tarha khara sunraha houn. 128 00:07:07,042 --> 00:07:08,992 -Baba? -Mein pehlay bhi bata chuka houn... 129 00:07:09,017 --> 00:07:11,107 Meray paas itna ilm nahi jitna tum log ke paas 130 00:07:11,197 --> 00:07:14,627 Jo science ki cheezay hoti hain woh meray sar ke upar se guzarti hain. 131 00:07:14,867 --> 00:07:17,087 Lekin meray paas jo cheez hai... 132 00:07:17,169 --> 00:07:19,299 woh hai meri tehqeeqi nazar aur chhati his, 133 00:07:19,397 --> 00:07:22,217 aur woh bhi mein istemal nahi karta, 134 00:07:22,367 --> 00:07:25,317 kyunke tum log kehtay ho sab theek hojayega. 135 00:07:25,407 --> 00:07:27,777 Yahan kuch theek nahi. 136 00:07:29,177 --> 00:07:31,977 -Mein maazrat khwa houn, Joe. -Mujhe maloom hai. 137 00:07:32,067 --> 00:07:34,638 Magar yahan pe khara tamasha nahi dekh sakta. 138 00:07:34,677 --> 00:07:37,007 Mujhay kuch karna parega 139 00:07:45,166 --> 00:07:47,116 Ismay tumhara koi kasoor nahi. 140 00:07:48,802 --> 00:07:50,402 Haan, hai. 141 00:08:07,307 --> 00:08:10,910 Haan tou apnay libaas aur dosto ke baghair itnay rob daar nahi ho tum. 142 00:08:10,977 --> 00:08:13,247 Alchemy ke baaray mein batao. 143 00:08:14,017 --> 00:08:16,597 Jo kuch wo karta hai, kis tarha karta hai... 144 00:08:16,647 --> 00:08:19,747 Uski taaqat insaani soch se baala'tar hai. 145 00:08:26,207 --> 00:08:28,707 -Koshish karkay dekho. -Oh, tumhari azmaish hogi. 146 00:08:28,797 --> 00:08:30,577 Tum sab ki. 147 00:08:31,058 --> 00:08:34,701 Jab meray aaqa ki amad hogi, tou sab ka ehtisab hoga. 148 00:08:35,140 --> 00:08:39,830 Aur jo mein dekh raha houn, tumhari tou khair nahi. 149 00:08:42,564 --> 00:08:44,559 Kya lag raha hai ke mazaak chal raha hai yaha? 150 00:08:44,584 --> 00:08:46,314 Mera beta us khoul ke andar hai, 151 00:08:46,357 --> 00:08:48,126 aur tum bataogay usko baahir kaisey nikaalna hai 152 00:08:48,181 --> 00:08:49,351 Batao jaldi! 153 00:08:50,947 --> 00:08:52,367 Jaow yaha se! 154 00:09:01,677 --> 00:09:03,737 Caitlin, kya hua? 155 00:09:03,827 --> 00:09:05,017 Wally. 156 00:09:05,075 --> 00:09:06,642 Woh us cheez se baahir agaya. Sahi salamat. 157 00:09:06,667 --> 00:09:08,737 -Woh theek hai? -Haan, bilkul theek hai. 158 00:09:08,827 --> 00:09:10,147 Waa'da karti houn. 159 00:09:10,237 --> 00:09:12,887 Oh, kkhuda. shukriya ada, kytln. 160 00:09:12,977 --> 00:09:14,647 Ab dekhte hain ke is ki ghaliban. 161 00:09:15,727 --> 00:09:17,577 Uh, chalo! 162 00:09:41,497 --> 00:09:44,387 Alchemy kidher hai? 163 00:09:47,757 --> 00:09:49,937 Batao kahan hai Alchemy. 164 00:09:51,219 --> 00:09:53,617 Tumharay andar chhupa khauf mehsoos karsakta houn. 165 00:09:53,679 --> 00:09:55,558 Apni taqat se darti ho tum, 166 00:09:55,591 --> 00:09:56,872 apni hi azmat se. 167 00:09:56,897 --> 00:09:58,217 Mujhay kisi cheez ka khauf nahi. 168 00:09:58,307 --> 00:09:59,977 Alchemy kahan hai? 169 00:10:00,067 --> 00:10:04,267 Mein sirf ek hi cheez se darta houn, jiski Alchemy ghulami karta hain, 170 00:10:04,362 --> 00:10:05,766 badi ka Shahenshah Savitar 171 00:10:05,791 --> 00:10:08,168 Waqt agaya hai ke ab tum mujhsay bhi darro.. 172 00:10:08,193 --> 00:10:11,963 Nahi, nahi, aah... aah! 173 00:10:17,617 --> 00:10:19,063 Andar kon hai? 174 00:10:27,137 --> 00:10:28,157 Munjamad? 175 00:10:31,427 --> 00:10:32,797 Hello? 176 00:10:43,407 --> 00:10:45,107 Excuse me? 177 00:10:47,047 --> 00:10:49,227 Koi hai bahar? 178 00:10:49,437 --> 00:10:52,097 Humein nikaalo! 179 00:10:55,547 --> 00:10:57,817 Meray saath chalo. 180 00:10:59,857 --> 00:11:01,927 Yeh kya. abhi tak yeh yaha? 181 00:11:03,517 --> 00:11:05,517 Kya hua Joe, kya matlab? 182 00:11:05,607 --> 00:11:08,557 Caitlin ayi thi station, bola ke Wally sahi salamat bahar agaya. 183 00:11:08,647 --> 00:11:11,027 Yeh kaisey? Mainay tou usko jaatay huay bhi nahi dekha. 184 00:11:15,807 --> 00:11:18,257 SWAT se 6th aur Fairmont pe naaka lagaow, 185 00:11:18,347 --> 00:11:19,827 Gleason tak, jaldi! 186 00:11:19,937 --> 00:11:21,027 Chalo! Jaldi! 187 00:11:21,117 --> 00:11:23,127 Detective Patterson? Yeh kya horaha hai... 188 00:11:23,217 --> 00:11:24,357 Bilkul sahi time pe aye. 189 00:11:24,447 --> 00:11:26,397 Tumhari dost ki khair nahi, Allen. 190 00:11:26,487 --> 00:11:29,427 -Meri dost... -Ek meta-human larki, yaha par hamla 191 00:11:29,459 --> 00:11:31,197 karke, Julian Albert ko saath legayi. 192 00:11:31,300 --> 00:11:34,107 Julian? Pata chala ke kon thi woh? 193 00:11:34,197 --> 00:11:36,667 Ah, nahi. Lekin buhat hoshyar thi. 194 00:11:36,757 --> 00:11:38,747 Camera kharab kardiya taakay hum dekh na sakein. 195 00:11:38,837 --> 00:11:40,437 Shayad tum pehchaan lo. 196 00:11:40,527 --> 00:11:43,347 Nahi. Magar Julian ko kyun legayi? 197 00:11:43,437 --> 00:11:45,767 Woh ek meta hai. Sab hi nafsyati hotay hain. 198 00:11:45,947 --> 00:11:48,897 Magar fikar ki baat nahi Pakar lengay usko. 199 00:11:51,727 --> 00:11:53,627 Yeh kya karahi ho? 200 00:11:55,087 --> 00:11:56,747 Tum yeh kya karahi ho, Cait? 201 00:12:03,287 --> 00:12:04,997 Kaafi thand hai yaha pe, haina? 202 00:12:05,087 --> 00:12:07,287 Khamosh. Mein kuch soch rahi houn. 203 00:12:09,207 --> 00:12:11,837 Mein jaanta houn ke tum kon ho? 204 00:12:11,927 --> 00:12:13,647 Tum... Tum... Allen ki dost hona? 205 00:12:13,737 --> 00:12:16,567 -Dr Snow? -Meinay kaha khamosh hojao. 206 00:12:17,497 --> 00:12:18,797 Mujhay maardougi kya? 207 00:12:18,822 --> 00:12:20,768 -Mein Alchemy ko talash rahi houn. 208 00:12:20,793 --> 00:12:21,824 -Alchemy? Kyun? 209 00:12:24,463 --> 00:12:26,063 Mujhsay kya chahti ho? 210 00:12:26,088 --> 00:12:28,096 Alchemy ke pehrokar hain, chailay. 211 00:12:28,121 --> 00:12:29,422 Ek formula tayar karo 212 00:12:29,451 --> 00:12:30,895 jis'se un tamam logo ka pata chal sakey 213 00:12:30,922 --> 00:12:33,842 jinho ne pichlay 6 mah mein internet pe ek khaas cheez dhoondi. 214 00:12:33,905 --> 00:12:37,007 Ek dafa uskay pairokar mil jaye tou Alchemy bhi mil jayega. 215 00:12:37,032 --> 00:12:40,062 Haan magar "alchemy" buhat aam istemal honay wala lafz hai. 216 00:12:40,087 --> 00:12:41,392 Buhat ziada tadaad hogi. 217 00:12:41,417 --> 00:12:42,964 Phir ghair mamooli walo ki pehlay koshish karo 218 00:12:43,022 --> 00:12:45,322 -Jaisey ke? -Savitar. 219 00:12:46,687 --> 00:12:48,187 Savitar? 220 00:12:50,857 --> 00:12:52,357 Jaldi shuru karo. 221 00:12:59,277 --> 00:13:01,435 Tou woh nahi jantay ke Julian ko kyun aghwa kiya? 222 00:13:01,507 --> 00:13:03,127 Nahi jantay, ziada ehem baat yeh hai 223 00:13:03,217 --> 00:13:04,687 ke unko yeh bhi nahi maloom ke woh Caitlin hai, 224 00:13:04,777 --> 00:13:06,567 tou humay unko pehlay dhoondna hoga. 225 00:13:06,722 --> 00:13:09,492 Savitar. Ab, is Savitar ka kya... 226 00:13:09,517 --> 00:13:11,517 Pehlay Caitlin dhoondlay. Phir Savitar ke baray mein sochtay hain 227 00:13:11,542 --> 00:13:13,162 Yaar? Mein Barry ki baat se itefaq karta houn. 228 00:13:13,187 --> 00:13:14,237 Pehlay Caitlin ko talash karte hain. 229 00:13:14,327 --> 00:13:16,777 Haan theek, Caitlin jab mil jaye phir kya karna hai? 230 00:13:16,867 --> 00:13:18,947 Nahi jaanta. Woh apnay aapay mein nahi... 231 00:13:19,037 --> 00:13:21,417 Woh Killer Frost ban rahi hai. Yeh Vibe mein dekha. 232 00:13:21,507 --> 00:13:23,117 -Abhi yeh nahi jaantay. -Uski maa ne hi bola tha 233 00:13:23,207 --> 00:13:24,407 woh jitni apni taqat ka istemal karegi 234 00:13:24,497 --> 00:13:25,457 utni hi jaldi banegi. 235 00:13:25,547 --> 00:13:26,957 Aur Savitar se tumhay bachanay ke baad... 236 00:13:27,047 --> 00:13:29,177 shayad usnay mutasir kiya. 237 00:13:29,247 --> 00:13:30,487 Kaisey dhoonday? 238 00:13:30,577 --> 00:13:32,935 Pata nahi dono ke phone try karein 239 00:13:33,026 --> 00:13:34,327 koi jawab nahi aya. 240 00:13:34,417 --> 00:13:37,767 Ahem! Agar bolnay ki ijaazat ho... 241 00:13:37,872 --> 00:13:40,602 Oh, zabardast. Aur mushwaray in azeem hasti se. 242 00:13:40,912 --> 00:13:43,232 Azeem houn isilye bol raha houn. 243 00:13:43,257 --> 00:13:46,503 Sawal... tumnay Captain Cold ko kaisey pakra? 244 00:13:46,667 --> 00:13:48,367 Haan meinay parha hai uskay baray mein. 245 00:13:48,428 --> 00:13:50,517 Bara chalaak lagta hai meethi baatein karne wala. 246 00:13:50,607 --> 00:13:53,817 Aur kaafi hadh tak... humari pyari Caitlin ki tarha hai. 247 00:13:53,907 --> 00:13:56,287 Kya? Nahi. Humnay sayara istemal kiya tha 248 00:13:56,360 --> 00:13:58,534 ultraviolet thand ke nishaan dhound kar. 249 00:13:59,847 --> 00:14:01,077 Samajh gaya. 250 00:14:03,217 --> 00:14:05,357 Nahi. Station pe tou kuch nahi. 251 00:14:05,447 --> 00:14:07,327 Woh kya hai? 252 00:14:07,417 --> 00:14:09,397 Frozen food ka godaam. 253 00:14:11,727 --> 00:14:13,417 Mil gayi 254 00:14:13,507 --> 00:14:16,657 Acha tou mein feed block kardeta houn taakay aur koi na dekh paye 255 00:14:16,987 --> 00:14:19,207 Pata karao ke Julian se kya karwa rahi hai. 256 00:14:19,297 --> 00:14:21,067 Theek hai. 257 00:14:21,427 --> 00:14:24,427 Yeh kaafi... zabardast tha. 258 00:14:25,507 --> 00:14:29,327 Dou afrad milgaye jinho ne Savitar naam search kiya. 259 00:14:30,107 --> 00:14:31,422 Ye rahay unkay ghar ke patay. 260 00:14:31,447 --> 00:14:33,472 Donoun Central City mein hain. 261 00:14:34,552 --> 00:14:36,832 Kya karogi unkay saath? 262 00:14:38,742 --> 00:14:40,372 Mujhay nahi pata. 263 00:14:45,917 --> 00:14:47,547 Mein kya karahi houn? 264 00:14:51,197 --> 00:14:52,407 Bara tez hai... 265 00:14:52,497 --> 00:14:55,167 Sergeant, humay Albert ka thikana mil gaya. Jaldi Chalo. 266 00:14:59,207 --> 00:15:02,967 Mein tumhay thand se maar daloungi? 267 00:15:05,463 --> 00:15:06,243 Ruk jaow. 268 00:15:06,322 --> 00:15:07,086 Jaow yahan se. 269 00:15:07,165 --> 00:15:09,171 Tum jaanti houn mein yeh nahi karsakta. 270 00:15:09,327 --> 00:15:11,497 Kya karahay ho? Pakro usko jaldi. 271 00:15:11,565 --> 00:15:14,144 Tum kisi ko bhi nuqsan nahi pohanchana chahti mein jaanta houn, 272 00:15:14,195 --> 00:15:16,659 Uska iraada hai, jaldi pakro usko. 273 00:15:18,527 --> 00:15:20,497 -Caitlin... -Mujhe chhor dou. 274 00:15:20,587 --> 00:15:22,534 -Yeh kyun karahi ho? -Alchemy ko dhoundna hai. 275 00:15:22,600 --> 00:15:24,200 Hum milkay dhoundengay. Theek hai? 276 00:15:24,294 --> 00:15:26,137 Nahi, mujhay usko qaid nahi karna. 277 00:15:26,227 --> 00:15:28,137 -Uski madad chahye. -Madad? Kyun magar? 278 00:15:28,227 --> 00:15:30,379 Taakay meri powers khatam karey. 279 00:15:31,177 --> 00:15:32,677 Oh, Caitlin. 280 00:15:32,907 --> 00:15:35,107 Nahi jaanta ke aisa ho bhi sakta hai. 281 00:15:35,197 --> 00:15:36,967 Haan islye koshish karni hai. 282 00:15:37,127 --> 00:15:39,206 Yeh zaroor janta houn ke tum humari buhat azeez ho. 283 00:15:39,276 --> 00:15:42,286 Aur har mumkin koshish karengay tumhari madad karne ke liye. 284 00:15:42,507 --> 00:15:44,892 Humnay saath... buhat mushkilat ka saamna kiya milkar 285 00:15:44,983 --> 00:15:46,897 tou is tarha tumhay nahi chhor sakta. 286 00:15:46,987 --> 00:15:50,117 Pleae. Mujhay tumhari madad karnay dou. 287 00:15:51,476 --> 00:15:53,306 Jis tarha apni maa ki madad ki thi? 288 00:15:54,257 --> 00:15:55,257 Caitlin. 289 00:15:55,347 --> 00:15:57,647 Ya Wally? Ya meri? 290 00:15:57,967 --> 00:16:00,316 Tumnay har kisi ki zindagi mutasir ki, 291 00:16:00,407 --> 00:16:02,277 har cheez tabah ki aur humay chhor diya 292 00:16:02,367 --> 00:16:04,527 peechay, tumhari ghaltyon ki wajha se bhugatnay. 293 00:16:04,617 --> 00:16:07,847 Kuch cheezay dobara nahi jurr sakti. 294 00:16:07,977 --> 00:16:09,247 Main theek karsakta houn. 295 00:16:09,337 --> 00:16:11,647 Oh, jaisey Cisco ki family ke saath kiya? 296 00:16:11,847 --> 00:16:15,147 Tumnay yeh baat Cisco se chhupayi? 297 00:16:15,277 --> 00:16:17,117 Cisco sunrahay ho na? 298 00:16:17,307 --> 00:16:18,607 Dante zinda tha... 299 00:16:18,632 --> 00:16:21,014 khush, sehat o salamti ke saath, 300 00:16:21,052 --> 00:16:23,452 jab tak Barry ne Flashpoint nahi banaya tha. 301 00:16:23,477 --> 00:16:26,697 Maazi mein jaakay jab isnay cheezay badli, tab Dante ki maut hui. 302 00:16:26,787 --> 00:16:29,897 Barry ki wajha se tumhara bhai halaak hua. 303 00:16:33,087 --> 00:16:36,174 Albert zameen par gira hai, Chalaow goli! 304 00:16:47,563 --> 00:16:49,199 Ye tumhari taang mein bhonk diya hai. 305 00:16:49,247 --> 00:16:52,334 Tumhari tez shifa ki silahyat ke bawajood bhi 4 ghantay lagengay tumhay 306 00:16:52,363 --> 00:16:54,293 Mera peecha na karna. 307 00:16:54,398 --> 00:16:56,358 Caitlin. nahi... gaah! 308 00:17:04,859 --> 00:17:07,819 -Kitna dard hai? -Jitnay ka mein haqdar houn. 309 00:17:08,479 --> 00:17:10,109 Theek hai. Batana phir. 310 00:17:10,409 --> 00:17:12,429 Julian ko County Gerenal hospital legaye 311 00:17:12,519 --> 00:17:15,819 Abhi tak behosh hai. Kitni zor se maara tha? 312 00:17:15,909 --> 00:17:18,109 Pata nahi, iraada nahi tha usko behosh karne ka. 313 00:17:18,549 --> 00:17:21,089 Shayad tha bhi. 314 00:17:23,849 --> 00:17:25,349 Cisco. 315 00:17:26,139 --> 00:17:28,239 Hey, yaar, um, 316 00:17:28,649 --> 00:17:30,429 jo kuch Caitlin ne kaha... 317 00:17:31,459 --> 00:17:33,159 Kya jhoot tha? 318 00:17:34,869 --> 00:17:36,789 Nahi. Um... 319 00:17:36,879 --> 00:17:38,499 Tumhey afsos hai? 320 00:17:39,089 --> 00:17:41,629 Ke mera bhai halaak hua tumhari wajha se? 321 00:17:42,689 --> 00:17:44,369 Woh yahin tha. 322 00:17:45,090 --> 00:17:47,275 Wo zindah tha... 323 00:17:47,300 --> 00:17:49,300 jab tak tumnay Flashpoint nahi banaya. 324 00:17:49,372 --> 00:17:50,812 -Tumnay kiya. 325 00:17:54,865 --> 00:17:57,025 Samjh nahi araha ke mehsoos bhi kaisa karoun. 326 00:17:57,788 --> 00:18:00,891 Yeh jaanta houn ke Caitlin gumshuda hai, 327 00:18:01,201 --> 00:18:02,931 aur usko talaash karna hai... 328 00:18:04,994 --> 00:18:06,804 Kya karsaktay hain? 329 00:18:06,972 --> 00:18:08,602 Haan. 330 00:18:11,081 --> 00:18:13,101 Julian ka computer hack kiya hai. 331 00:18:13,719 --> 00:18:16,107 Caitlin ne us'se dou address nikalwaye thay, 332 00:18:16,928 --> 00:18:19,678 16 Hawthorne Avenue aur 1104 Truman Place. 333 00:18:19,909 --> 00:18:22,322 Woh uskay pairokar dhoond rahi hai, jaisa meinay usko bola tha 334 00:18:22,347 --> 00:18:24,474 Woh karegi kya Alchemy ke chaylo se? 335 00:18:24,570 --> 00:18:26,507 Unkay zariye Alchemy tak pohonchna chah rahi hai. 336 00:18:26,532 --> 00:18:28,276 Taakay woh uski powers wapis lelay. 337 00:18:28,301 --> 00:18:30,799 Hum jantay hain. Sab sunliya tha. 338 00:18:31,209 --> 00:18:33,113 Tou kya karna hai? 339 00:18:33,224 --> 00:18:35,046 Woh pehlay konsay patay pe jayegi? 340 00:18:35,071 --> 00:18:37,157 -Donoun dekhnay hongay. -Tum kahin nahi jarahay. 341 00:18:37,189 --> 00:18:38,249 Chal bhi nahi saktay sahi se. 342 00:18:38,339 --> 00:18:40,319 -Mein Hawthorne jaata houn. -Aur mein Truman. 343 00:18:40,344 --> 00:18:42,620 Mujhay Caitlin ki parwa hai, par Wally ko tanha nahi chhor sakta 344 00:18:42,645 --> 00:18:45,579 Baba, mein aur Barry Wally ke saath hain. aap HR ke saath jaye. 345 00:18:45,669 --> 00:18:47,929 Oh haan, zaroor, mujhay buhat acha lagay ga. 346 00:18:47,954 --> 00:18:50,334 Hum donoun... kya kamaal ki jori hogi, haina? 347 00:18:50,359 --> 00:18:52,739 Mein coffee tayar karta houn safar ke liye, 348 00:18:52,788 --> 00:18:55,528 taakay hoshyar hojaye aaj raat ki is muhim ke liye, 349 00:18:55,553 --> 00:18:57,463 Fikr nahi karo Barry. Hum hai na. 350 00:19:00,611 --> 00:19:02,161 Cisco. 351 00:19:02,250 --> 00:19:04,780 -Jab woh millay... -Tou tumhay nahi khabar dounga. 352 00:19:05,039 --> 00:19:06,665 Kaafi kuch kar chukay ho ab tak. 353 00:19:15,226 --> 00:19:16,756 Doosri manzil pe hai ek. 354 00:19:16,781 --> 00:19:18,371 -Coffee piyogay, Joe -Nahi. 355 00:19:18,464 --> 00:19:20,884 Acha? Tum yaqeenan chai ke shaukeen ho phir. 356 00:19:20,909 --> 00:19:23,299 Agar ahmaqana baatein karni hai tou kahi aur karo jaakay. 357 00:19:23,389 --> 00:19:25,029 Apnay betay ko lekay pareshan ho. 358 00:19:25,662 --> 00:19:27,512 Tumhari aulad hai kya? 359 00:19:27,659 --> 00:19:28,819 Nahi. 360 00:19:28,844 --> 00:19:31,741 Phir baat karna bekaar hai, ke meray 361 00:19:31,766 --> 00:19:33,749 jazbaat kaisey hain is waqt 362 00:19:35,043 --> 00:19:36,241 Theek hai, lekin... 363 00:19:38,684 --> 00:19:40,938 Meray mushahiday ke hisaab se 364 00:19:40,968 --> 00:19:43,448 Barry tumhay buhat pasand karta hai 365 00:19:43,854 --> 00:19:45,084 Jaanta houn. 366 00:19:45,268 --> 00:19:47,288 Phir usko meri baat ma'ani chahye. 367 00:19:47,378 --> 00:19:50,735 Haan woh is wajha se nahi sunta... 368 00:19:50,822 --> 00:19:54,852 Balkay umeed hai. 369 00:19:56,452 --> 00:19:58,672 Ye umeed. 370 00:19:58,739 --> 00:20:01,590 Larkay mein umeed koot koot ke bhari hai. 371 00:20:01,615 --> 00:20:03,423 Har cheez sahi hojayegi aisa imaan rakhta hai. 372 00:20:03,495 --> 00:20:05,891 Khair, is baar ghalat soch raha hai. 373 00:20:06,119 --> 00:20:07,389 Sab log. 374 00:20:07,453 --> 00:20:10,233 Mein bata raha houn jab meri hiss mujhay bolti 375 00:20:10,258 --> 00:20:11,528 ke kuch garbar hai, tou hoti hai. 376 00:20:12,279 --> 00:20:14,398 Woh mujhpar bharosa tou rakhay. 377 00:20:14,504 --> 00:20:17,574 Agli baar tumhay kuch eshaas hota hai, mein karoonga bharosa. 378 00:20:17,710 --> 00:20:20,051 Tum mera sirf dil rakhnay ke ke liye keh rahay ho. 379 00:20:21,199 --> 00:20:24,329 Yeh wajah nahi, poocho apnay aap se phir? 380 00:20:32,449 --> 00:20:34,849 -Ye kya tha? -Satellite. 381 00:20:34,939 --> 00:20:36,756 Yeh bataati hai jab darj e hararat. 382 00:20:36,914 --> 00:20:38,516 tezi se giray. 383 00:20:39,739 --> 00:20:41,699 Cisco yeh walay ghar gaya hai. 384 00:20:41,724 --> 00:20:43,054 Oh, Khuda. 385 00:20:46,794 --> 00:20:48,364 Jaan? 386 00:20:48,509 --> 00:20:50,019 Craig? 387 00:20:50,116 --> 00:20:52,396 Buhat sardi lag rahi hai. Thermostat kam kardo jaakay. 388 00:20:52,617 --> 00:20:54,827 -Kya waqai? -Haan na. 389 00:21:08,689 --> 00:21:10,779 Meray maa, baap donoun doctor hain. 390 00:21:10,814 --> 00:21:13,294 Mein bachpan se bana chahti thi. 391 00:21:13,404 --> 00:21:17,704 Jab chhoti thi tou hamesha Hippocratic Oath practice karti thi. 392 00:21:17,729 --> 00:21:19,499 Mujhay junoon tha. 393 00:21:19,756 --> 00:21:21,820 Agar koi kisi pe bhi makoray charta tha, 394 00:21:21,943 --> 00:21:23,740 mein kehti thi, 395 00:21:23,765 --> 00:21:25,149 "Kisi ko nuqsan na pohonchao". 396 00:21:25,247 --> 00:21:27,357 Meray khoon mein hai yeh cheez. 397 00:21:27,476 --> 00:21:31,852 Bad qismati se, mein ab woh insaan nahi rahi. 398 00:21:31,991 --> 00:21:34,126 Tou ab ghaur se meri baat sunno 399 00:21:34,151 --> 00:21:36,486 meray har sawal ka jawab dou warna, 400 00:21:36,590 --> 00:21:39,542 tumharay saath tumharay khandan ko bhi nahi chhoroungi. 401 00:21:42,376 --> 00:21:44,706 -Alchemy kon hai? -Mein nahi jaanta. 402 00:21:44,731 --> 00:21:46,296 Bina naqaab kabhi nahi dekha 403 00:21:46,354 --> 00:21:48,362 Mein jaanti houn ke woh logo ko powers deta hai. 404 00:21:48,437 --> 00:21:49,917 Kya woh wapas le sakta hai? 405 00:21:50,499 --> 00:21:51,859 Haan. 406 00:21:51,884 --> 00:21:53,964 Lekin tum Alchemy se khud nahi karwa sakti. 407 00:21:54,091 --> 00:21:57,241 Woh sirf ek pairokar hai, meri tarha. 408 00:21:57,774 --> 00:22:01,284 Hum donoun Savitar ki ghulami kartay hain. 409 00:22:01,309 --> 00:22:02,939 Mustaqbil dekhaya usnay. 410 00:22:03,029 --> 00:22:04,329 Tumko bhi dekha. 411 00:22:04,499 --> 00:22:07,909 Khoob taaqatwar aur shandaar thi. 412 00:22:07,999 --> 00:22:10,649 Meray aaqa ke baray mansoobay hain tumharay liye 413 00:22:10,774 --> 00:22:12,194 Caitlin Snow 414 00:22:12,409 --> 00:22:14,399 Ya mein mukhatib karoun... 415 00:22:16,818 --> 00:22:18,578 Killer Frost? 416 00:22:20,459 --> 00:22:22,079 Caitlin! 417 00:22:35,322 --> 00:22:36,792 Acha tou yeh baat hai. 418 00:22:37,806 --> 00:22:39,946 Apne khilonay le kar aye ho? 419 00:22:43,075 --> 00:22:44,905 Uski zaroorat nahi paray gi. 420 00:22:45,445 --> 00:22:46,785 Haan. 421 00:22:46,977 --> 00:22:48,697 Tumhay akela nahi chhor sakta. 422 00:22:49,080 --> 00:22:50,590 Tumhari madad karna chahta houn. 423 00:22:50,662 --> 00:22:52,742 Sirf ek hi shakhs meri madad kar saktay hai. 424 00:22:52,814 --> 00:22:53,964 Acha? 425 00:22:54,019 --> 00:22:56,157 Tumhay waqai lagta hai kisi Dr Alchemy naami shakhs 426 00:22:56,248 --> 00:22:58,729 tumhay madad talab karni chahye? 427 00:22:59,088 --> 00:23:00,778 Kyun nahi? 428 00:23:01,104 --> 00:23:03,375 Mera naam Killer Frost hai. 429 00:23:03,489 --> 00:23:05,289 Tumhara naam... 430 00:23:05,735 --> 00:23:07,435 Caitlin Snow hai. 431 00:23:07,965 --> 00:23:11,005 Kya Caitlin Snow ye kar sakti hai? 432 00:23:19,119 --> 00:23:20,649 Caitlin, please! 433 00:23:38,259 --> 00:23:39,589 Taang theek hai? 434 00:23:46,709 --> 00:23:48,179 Mujhay maaf karna Caitlin. 435 00:23:48,283 --> 00:23:50,463 Acha nahi kiya, Flash. 436 00:23:50,535 --> 00:23:52,505 Yeh lo. 437 00:24:10,406 --> 00:24:13,376 Hilna shuru kardo tezi se, garmi paida hogi. 438 00:24:34,460 --> 00:24:36,156 Uff. 439 00:24:36,820 --> 00:24:39,500 Lagta hai ziada hi sogayi. 440 00:24:41,910 --> 00:24:42,900 Tum logoun ka shukriya. 441 00:24:42,970 --> 00:24:44,930 Kaafi behtar mehsoos karahi houn. 442 00:24:45,020 --> 00:24:46,500 Sab theek hai, ab bahaar nikal saktay ho. 443 00:24:46,590 --> 00:24:48,860 Itmenaan rakho kisi ko kuch nahi hoga, qasm se. 444 00:24:52,930 --> 00:24:55,180 Tum log tou kaafi samjhdar niklay. 445 00:24:55,590 --> 00:24:59,160 Vibe yaar kaafi zor se maar tumnay tou. 446 00:24:59,185 --> 00:25:00,255 Kaafi dard horaha hai 447 00:25:00,305 --> 00:25:01,805 Mein nahi karna chahta tha. 448 00:25:02,000 --> 00:25:03,960 Wahiyat insaan ho tum 449 00:25:04,165 --> 00:25:06,185 Alchemy tumhari madad nahi kar sakta. 450 00:25:06,281 --> 00:25:07,760 Par hum karsaktay hain. Mera waada hai 451 00:25:07,810 --> 00:25:09,560 Oh, jaisey Eddie se kiya tha? 452 00:25:09,942 --> 00:25:12,202 Aur Ronnie se? 453 00:25:12,324 --> 00:25:14,427 Jaantay ho, hero ki haisyat se Flash, 454 00:25:14,510 --> 00:25:17,860 tumhari wajha se tou buhat log halaak hochukay hain. 455 00:25:18,080 --> 00:25:19,790 Ye tum nahi tumhari powers baat kar rahi hain. 456 00:25:19,880 --> 00:25:22,570 Tumharay dimagh ke saath khel rahi hai. Tum bemaar ho. 457 00:25:22,819 --> 00:25:25,449 Mein bilkul toot chuki houn, Barry. 458 00:25:27,250 --> 00:25:29,270 Lekin tumhara is'se kya lena dena? 459 00:25:29,370 --> 00:25:31,166 'Tumharay paas tou hai tumhari Iris 460 00:25:31,230 --> 00:25:33,470 Tum tou khush ho. 461 00:25:33,560 --> 00:25:35,950 Baaki sab jahanum mein jaye. 462 00:25:36,240 --> 00:25:38,198 Tou, kyun na 463 00:25:38,589 --> 00:25:40,263 tum log mujhay, 464 00:25:40,400 --> 00:25:41,585 jaanay dou. 465 00:25:41,652 --> 00:25:46,183 Aur mein tum sab ko chhor doungi apni bekaar zindagion mein 466 00:25:46,239 --> 00:25:47,729 Nahi. Chhor sakta is haal mein. 467 00:25:47,850 --> 00:25:50,278 Tumhari wajha se mera haal aisa hai! 468 00:25:58,480 --> 00:26:00,660 Koi tareeqa hai usko sahi karne ka? 469 00:26:00,750 --> 00:26:02,580 Pehlay jaisi thi? 470 00:26:03,650 --> 00:26:05,269 Jo Caitlin ne bola tha, 471 00:26:06,457 --> 00:26:08,573 aisi kuch cheezay hoti hain, 472 00:26:09,461 --> 00:26:11,651 jab tootay tou phir, kabhi nahi jurti. 473 00:26:17,200 --> 00:26:19,176 Apnay betay ke saath Caitlin jaisa nahi honay dounga. 474 00:26:19,216 --> 00:26:21,238 -Isko nikalnay mein meri madad karo. -Oh, nahi. Joe, nahi 475 00:26:21,329 --> 00:26:23,081 Humain is cheez ko chhoona bhi nahi chahye... 476 00:26:23,136 --> 00:26:25,023 Nahi jaantay ke ye Wally ke saath kya karay 477 00:26:25,048 --> 00:26:26,492 Tou behtar hai ke yeh cheez 478 00:26:26,572 --> 00:26:28,000 sciencedaan pe chhordein. 479 00:26:28,183 --> 00:26:29,687 Tumhara matlab Caitlin? 480 00:26:30,020 --> 00:26:31,957 Meri madad karo please. 481 00:26:43,540 --> 00:26:45,313 Yahan kya karahay ho? 482 00:26:47,940 --> 00:26:49,846 Hum sab ko Alchemy aur Savitar 483 00:26:49,878 --> 00:26:52,291 ko dhoundnay mein waqt lagana chahye 484 00:26:52,340 --> 00:26:53,682 ke kaisey unko rokna hai. 485 00:26:53,707 --> 00:26:56,807 Bajaye, iskay ke aapas mein larray. 486 00:26:58,010 --> 00:27:01,400 Haan Team Flash pehlay jaisi nahi. 487 00:27:02,900 --> 00:27:06,026 Kaash mein tumharay peechay ghar mein chala jaata. 488 00:27:07,580 --> 00:27:09,540 Kyunke tum dard mein thay. 489 00:27:11,056 --> 00:27:13,100 Dard khatam karnay ke liye kisi bhi hadh tak jaatay. 490 00:27:13,204 --> 00:27:16,514 Islye Caitlin apnay aapay mein nahi aur Cisco. 491 00:27:16,720 --> 00:27:18,951 Hum har koshish karengay dard khatam karne ke liye. 492 00:27:19,040 --> 00:27:20,290 Is cheez se tum koi burray shakhs nahi bantay 493 00:27:20,315 --> 00:27:21,843 Is'se tumhari insaan honay ka pata chalta hai 494 00:27:21,933 --> 00:27:23,983 Yeh baat meray dostoun se kaho. 495 00:27:24,072 --> 00:27:25,016 Meray azeez dost. 496 00:27:25,080 --> 00:27:26,530 Ek villain ki tarha qaid mein 497 00:27:26,620 --> 00:27:28,175 aur doosra mujhsay nafrat karta hai. 498 00:27:28,750 --> 00:27:31,425 -Ismay tumhari ghalti nahi -Kyun nahi? 499 00:27:31,610 --> 00:27:34,085 Hosakta hai ke Caitlin accelerator ke dhamakay se 500 00:27:34,110 --> 00:27:36,045 pehlay hi mutasir hogayi ho. 501 00:27:36,583 --> 00:27:39,276 Aur Dante ko waisey hi marna ho car accident mein? 502 00:27:40,681 --> 00:27:42,881 Tum Khuda nahi ho, Barry. 503 00:27:45,802 --> 00:27:47,127 Jay ne bhi yehi bola. 504 00:27:47,206 --> 00:27:48,822 Haan woh samjhdar admi hai. 505 00:27:49,470 --> 00:27:52,142 Ab bus karo apnay saath yeh karna. 506 00:27:52,310 --> 00:27:54,350 Musalsal ke kaash aisa na hota, waisa na hota. 507 00:27:54,400 --> 00:27:55,628 Tum pagal hojaogay. 508 00:27:56,920 --> 00:28:01,120 Is jaga pe sab ko is waqt Flash ki zaroorat hai... 509 00:28:01,200 --> 00:28:03,088 Meray baba, Wally... Cisco aur Caitlin ko bhi. 510 00:28:05,094 --> 00:28:08,065 Ab himmat karo, jaisa tumhein jaanti houn. 511 00:28:10,926 --> 00:28:13,711 Jaanti houn ke tumhay abhi leader nahi banna, 512 00:28:13,800 --> 00:28:15,390 par tumhay banna hoga. 513 00:28:18,956 --> 00:28:21,766 Tumharay baghair mein nahi karsakta. 514 00:28:22,610 --> 00:28:24,040 Mein tumharay saath houn. 515 00:28:26,150 --> 00:28:28,520 -Wally. -Chalo. 516 00:28:30,690 --> 00:28:32,500 Cortex se energy nikal rahi hai. 517 00:28:32,590 --> 00:28:34,010 Kya? 518 00:28:34,379 --> 00:28:36,519 Joe! Hey! Yeh kya karahay ho? 519 00:28:36,544 --> 00:28:38,854 -Hey, Barr. -Rukko! Mat kaato us cheez ko! 520 00:28:38,879 --> 00:28:40,643 Mujhay karna hoga... 521 00:28:41,160 --> 00:28:42,160 Joe, ruko! 522 00:29:07,466 --> 00:29:08,786 Wally. 523 00:29:11,365 --> 00:29:12,665 Wally? 524 00:29:21,910 --> 00:29:24,440 -Joe. -Yeh kya kardiya meinay? 525 00:29:25,855 --> 00:29:27,285 Ye tumhara kiyaa khayaal thaa? 526 00:29:27,795 --> 00:29:29,945 Nahi. Joe ka... Mein madad karaha tha. 527 00:29:30,017 --> 00:29:31,177 Wally nahi mil raha 528 00:29:31,220 --> 00:29:33,654 Satellite se poora shehr scan karliya tez harkat ke liye. 529 00:29:33,770 --> 00:29:36,560 Agar woh speedster hai tou abhi sheher se buhat durr hoga. 530 00:29:36,650 --> 00:29:37,889 Barry, usko dhoundna hoga. 531 00:29:37,940 --> 00:29:40,201 Mein soch raha houn jab woh mil jayega tou phir kya hoga. 532 00:29:40,265 --> 00:29:42,370 Woh poori tareeqay se Wally nahi tha. 533 00:29:42,395 --> 00:29:43,944 Meinay ghalti ki usko bahar nikaal ke. 534 00:29:43,970 --> 00:29:47,350 Joe, humay... ek biochemist ki zaroorat hai. 535 00:29:47,443 --> 00:29:49,343 Tumhay baat karni hogi , Barr 536 00:29:51,190 --> 00:29:52,330 Theek hai. 537 00:30:05,835 --> 00:30:08,005 Tumhari madad chahye, Caitlin. 538 00:30:08,149 --> 00:30:09,665 Wally... woh... 539 00:30:10,242 --> 00:30:11,822 woh us cheez se tou bahar agaya, 540 00:30:11,875 --> 00:30:13,446 Magar uski biochemstry kuch garbar hai, 541 00:30:13,471 --> 00:30:14,478 Woh bhaag gaya. 542 00:30:14,963 --> 00:30:16,473 Tou? 543 00:30:16,720 --> 00:30:19,460 Tou uski tumhari zaroorat parray gi. 544 00:30:19,550 --> 00:30:21,040 Tumhari medical silahyat, 545 00:30:21,130 --> 00:30:23,100 meta ke saath tumhara tajurba. 546 00:30:23,305 --> 00:30:26,305 Usko Caitlin Snow, MD ki zaroorat hai. 547 00:30:26,395 --> 00:30:30,105 Tou tum mujhay samjhanay aye ho. 548 00:30:30,487 --> 00:30:31,816 Nahi. 549 00:30:33,230 --> 00:30:35,230 Tumhay riha karaha houn. 550 00:30:48,310 --> 00:30:52,330 Kaafi ahmaqana harkat hai tum jaisey samjhdar se. 551 00:30:52,485 --> 00:30:54,725 Jaisey bola, tum ja sakti ho 552 00:30:55,007 --> 00:30:56,903 Koi shart hai kya? 553 00:30:57,022 --> 00:30:58,352 Mujhay qatal karna hoga. 554 00:30:58,395 --> 00:31:00,372 -Yeh kya karaha hai? -Nahi jaanta, sabr karo. 555 00:31:00,790 --> 00:31:02,870 Tou tumhay larna hai, Flash? 556 00:31:02,960 --> 00:31:05,010 Nahi. Mein nahi laroonga 557 00:31:05,387 --> 00:31:08,609 Agar yaha se jaana chahti ho tou mujhay maarna hoga. 558 00:31:09,075 --> 00:31:11,395 -Ye na samjhna ke nahi karoungi. -Haan tou karo. 559 00:31:20,730 --> 00:31:22,510 Kis cheez ka intezar hai? 560 00:31:24,000 --> 00:31:25,480 Koi bari baat nahi? 561 00:31:25,570 --> 00:31:27,630 Chalo na, Killer Frost. 562 00:31:27,720 --> 00:31:29,110 Mujhay maar ke dekhao. 563 00:31:29,242 --> 00:31:30,302 Villain bana chahti ho na? 564 00:31:30,327 --> 00:31:32,125 Unka kaam hi yehi hai, apnay dost maarna 565 00:31:32,150 --> 00:31:34,475 kyunke unko kisi cheez ki parwa nahi. 566 00:31:34,642 --> 00:31:36,052 Haina? 567 00:31:37,470 --> 00:31:39,080 Chalo ab. 568 00:31:39,170 --> 00:31:40,970 Jaldi maaro, Caitlin. 569 00:31:43,970 --> 00:31:45,830 Nahi kar sakti. 570 00:31:46,260 --> 00:31:47,920 Nahi kar sakti tum, 571 00:31:48,261 --> 00:31:51,269 kyunke is sung dil ke peechay abhi bhi tum chhupi ho. 572 00:31:58,094 --> 00:31:59,474 Barry! 573 00:31:59,776 --> 00:32:01,326 Sab theek hojayega. 574 00:32:02,620 --> 00:32:04,150 Tumharay saath houn. 575 00:32:06,353 --> 00:32:08,083 Sab theek hai. 576 00:32:12,432 --> 00:32:14,652 Mere khayal se Wally ko jald cocoon se 577 00:32:14,701 --> 00:32:17,066 nikaalne ki wajha se woh abhi apnay aapay mein nahi 578 00:32:17,240 --> 00:32:19,296 Uskay jism ko abhi aadat nahi 579 00:32:19,321 --> 00:32:21,510 itni raftaar se harkat karnay ki, tou uskay jism aur dimagh 580 00:32:21,535 --> 00:32:23,185 bus mein nahi. 581 00:32:23,260 --> 00:32:24,720 Yeh cheez se koi faida hoga? 582 00:32:24,810 --> 00:32:27,053 Yeh formula tayaar kiya hai, shayad issay uska 583 00:32:27,140 --> 00:32:30,298 jism aur dimaagh uskay qaabu mein ajaye 584 00:32:30,650 --> 00:32:32,560 Pehlay talash karna hoga. 585 00:32:32,650 --> 00:32:34,130 Kaha gaya hoga, Joe? 586 00:32:36,760 --> 00:32:38,350 Kya kehti hai tumhari hiss? 587 00:32:41,290 --> 00:32:42,912 Jis ghar mein barra hua. 588 00:32:42,937 --> 00:32:44,815 Wohi jaata tha jab usko apni maa ki yaad aati thi. 589 00:32:44,840 --> 00:32:46,410 Keystone mein. 590 00:32:48,532 --> 00:32:49,992 Thank you. 591 00:33:01,900 --> 00:33:03,400 Wally! 592 00:33:03,690 --> 00:33:05,070 Wally! 593 00:33:05,294 --> 00:33:06,914 Tumhara baba, aya hai. 594 00:33:08,160 --> 00:33:09,730 Tum theek hojaogay 595 00:33:11,100 --> 00:33:12,760 Hum khayal rakhengay tumhara. 596 00:33:18,250 --> 00:33:19,619 Baba. 597 00:33:36,574 --> 00:33:39,467 Yaar, yeh kitna tez daur raha hai? 598 00:33:39,557 --> 00:33:42,177 Barry se ziada jab woh naya tha. 599 00:33:42,957 --> 00:33:44,827 Mein, ah... 600 00:33:45,817 --> 00:33:48,147 Mujhay sirf... 601 00:33:51,105 --> 00:33:52,434 Ye theek hai. 602 00:33:52,947 --> 00:33:56,177 Kuch dair ke liye main ghabra gaya tha tumsay. 603 00:33:57,337 --> 00:33:58,907 Thank you. 604 00:34:01,167 --> 00:34:03,828 Is'se ziada acha meinay kabhi mehsoos nahi kiya. 605 00:34:04,047 --> 00:34:05,997 -Barry, yaar yaqeen hi nahi araha. -Haan aisa hi hai. 606 00:34:06,087 --> 00:34:08,451 -Kitna tez tha mein? -Kaafi tez. 607 00:34:08,703 --> 00:34:11,333 Baba pareshan na ho mein bilkul theek houn. 608 00:34:11,407 --> 00:34:13,527 Darasal, mein kuch ziada hi acha mehsoos karaha houn, 609 00:34:13,552 --> 00:34:15,627 har cheez tez bijli ki tarha, 610 00:34:15,652 --> 00:34:17,247 jaisey main kuch bhi kar sakta houn. 611 00:34:17,493 --> 00:34:19,213 Haan aisey hi lagta hai. 612 00:34:19,238 --> 00:34:22,178 Speed Force tumharay andar tumhay taaqat derahi hai. 613 00:34:22,287 --> 00:34:23,372 Tum ek speedster ho. 614 00:34:23,616 --> 00:34:25,126 Zabarsast. 615 00:34:25,227 --> 00:34:26,535 Um, tou ab kya karna hai? 616 00:34:26,737 --> 00:34:30,887 Um, Caitlin tumpar har mumkin tests karegi 617 00:34:30,977 --> 00:34:32,682 Agar tum raazi ho tou. 618 00:34:32,927 --> 00:34:35,979 Doctor houn. Hamesha tayar rehti houn. 619 00:34:37,221 --> 00:34:41,241 Um, Barry tumharay saath bahar kab niklounga? 620 00:34:41,899 --> 00:34:42,892 Ah... 621 00:34:42,917 --> 00:34:46,037 Acha tou itmenaan se kaam kartay hain, 622 00:34:46,062 --> 00:34:46,911 waqt ke saath. 623 00:34:46,936 --> 00:34:48,038 Sabr se Wallace. 624 00:34:48,063 --> 00:34:49,720 Barr, Hospital se. 625 00:34:49,897 --> 00:34:51,208 Julian hosh mein agaya hai. 626 00:34:51,767 --> 00:34:54,244 Woh jaanta hai ke meinay kiya. 627 00:34:54,515 --> 00:34:55,935 Fikr nahi karo, mein baat karlounga. 628 00:34:56,047 --> 00:34:57,456 Sab theek hojayega. 629 00:35:04,747 --> 00:35:06,619 Hey, yaar. 630 00:35:07,337 --> 00:35:10,296 Meinay sirf baat karni thi... 631 00:35:10,847 --> 00:35:12,677 Mujhay nahi karni. 632 00:35:12,924 --> 00:35:13,831 Theek hai. 633 00:35:14,570 --> 00:35:15,767 Um... 634 00:35:19,667 --> 00:35:21,924 Yaar, Cisco... 635 00:35:22,301 --> 00:35:24,202 Tum meray best freind ho. 636 00:35:24,857 --> 00:35:26,417 Kya maaf karogay? 637 00:35:26,507 --> 00:35:27,888 Mujhay? 638 00:35:35,267 --> 00:35:37,019 Kya sach boloun? 639 00:35:40,177 --> 00:35:42,207 Haan, bilkul. 640 00:35:45,867 --> 00:35:47,097 Mein nahi jaanta 641 00:35:51,097 --> 00:35:52,538 Theek hai. 642 00:36:08,857 --> 00:36:10,117 Hey, Patterson. 643 00:36:10,207 --> 00:36:12,327 Barry Allen, koi kaam waam nahi hai kya? 644 00:36:12,417 --> 00:36:15,757 Julian ki khairat ma'loom karne ke liye aya tha. 645 00:36:15,847 --> 00:36:17,247 Uska bayaan lenay jaraha houn. 646 00:36:17,337 --> 00:36:20,177 Tumhay masla tou nahi agar pehlay main mil loun us'se? 647 00:36:20,267 --> 00:36:22,917 Hum donoun... achay dost hain. 648 00:36:23,007 --> 00:36:25,147 Haan jaow magar jaldi karna. 649 00:36:25,919 --> 00:36:27,779 Thank you. 650 00:36:29,467 --> 00:36:31,197 -Oh. -Hey. 651 00:36:31,377 --> 00:36:34,537 Itna yaad karahay thay ke hospital chalay aye milnay. 652 00:36:34,697 --> 00:36:36,867 Doctors ne kya bataya? 653 00:36:37,675 --> 00:36:39,286 Sar pe chot aur 654 00:36:39,693 --> 00:36:41,017 Pala maari. 655 00:36:41,042 --> 00:36:42,152 Sahi hojaonga. 656 00:36:42,177 --> 00:36:44,827 Sunkay khushi hui ke jald sahi hojaogay 657 00:36:44,917 --> 00:36:47,617 Acha laga tumse milkar 658 00:36:47,707 --> 00:36:50,147 Par hum donon jantay hai tumhara asl maqsad kya hai 659 00:36:50,297 --> 00:36:52,947 Yaha aanay ka. Tumhari dost, Caitlin Snow. 660 00:36:53,181 --> 00:36:55,765 Woh ek meta hai, aur woh khatarnak. 661 00:36:56,862 --> 00:36:58,142 Kya jaantay ho? 662 00:36:58,200 --> 00:36:59,740 Woh bemaar hai, Julian. 663 00:36:59,767 --> 00:37:01,850 Woh ek fitna hai. 664 00:37:02,447 --> 00:37:03,893 Julian... 665 00:37:05,243 --> 00:37:07,068 Mein jaanta houn ke tum sochtay ho, 666 00:37:07,138 --> 00:37:11,300 ke powers milna ek binary khel hai ke ya tou insaan acha ya kharab 667 00:37:11,348 --> 00:37:13,446 Magar zindagi aisi nahi, metas ke liye bhi. 668 00:37:14,007 --> 00:37:15,284 Caitlin... 669 00:37:16,578 --> 00:37:18,176 Ek achi insaan hai. 670 00:37:19,857 --> 00:37:21,752 Khuda ke wastay usko jail na bhejwao. 671 00:37:21,777 --> 00:37:24,897 Mein kuch bhi karne ke liye tayaar houn, magar...... 672 00:37:26,294 --> 00:37:29,544 Aisa na karna uskay saath. 673 00:37:34,020 --> 00:37:35,678 Kaafi gehri chot lagi, 674 00:37:37,857 --> 00:37:40,797 mujhay kuch yaad nahi ke kisnay mujhay aghwa kiya. 675 00:37:44,067 --> 00:37:46,397 Thank you, yaar 676 00:37:47,409 --> 00:37:48,909 Thank you. 677 00:37:51,122 --> 00:37:53,462 Haan, ek cheez hai jo tum karsaktay ho. 678 00:37:53,583 --> 00:37:56,033 -Haan kuch bhi. -Naukri chhor doun. 679 00:37:56,700 --> 00:37:57,390 Kya? 680 00:37:57,567 --> 00:38:01,887 Central City police department pe apna istifa dou jald az jald. 681 00:38:04,007 --> 00:38:08,027 Mein tumhari bin bataye chhutya, qawaid ki musalsal na farmani 682 00:38:08,107 --> 00:38:10,043 sab kuch nazar andaz karsakta houn, 683 00:38:10,099 --> 00:38:12,211 magar tumhara zameer mar chuka hai. 684 00:38:14,517 --> 00:38:16,897 Mein saaf inkaar karta houn 685 00:38:17,000 --> 00:38:18,738 aisey shakhs ke saath kaam karna, 686 00:38:18,818 --> 00:38:21,000 jo mausam ki tarha apna dimagh badlta hai 687 00:38:21,666 --> 00:38:25,786 Kisi aisey insaan ke saath, jo dosti ko adal ke upar tarjeeh de. 688 00:38:26,248 --> 00:38:29,338 Tum CSI ke qabil nahi. 689 00:38:29,397 --> 00:38:33,117 Law Enforcement mein Barry Allen ka koi kaam nahi. 690 00:38:37,587 --> 00:38:40,246 Kya mein isko samjhota samjhoun? 691 00:38:40,997 --> 00:38:43,657 Ya phir detective ko bhejoun us larki ke paas. 692 00:38:47,527 --> 00:38:48,827 Theek hai. 693 00:38:58,637 --> 00:39:00,197 Karlo baat. 694 00:39:03,297 --> 00:39:05,376 -Kya haal, Albert. -Hey. 695 00:39:05,449 --> 00:39:08,729 Tou phir kya bata saktay ho? 696 00:39:09,327 --> 00:39:11,717 Sach boloun tou mujhay kuch yaad nahi, 697 00:39:11,803 --> 00:39:15,107 Buhat dhundli yaadein hain. 698 00:39:21,317 --> 00:39:22,626 Hey. 699 00:39:22,937 --> 00:39:24,285 Hey. 700 00:39:25,558 --> 00:39:27,142 Singh ne bataya ke 701 00:39:27,306 --> 00:39:29,101 tumnay naukri chhor di? Kya...horaha hai? 702 00:39:29,159 --> 00:39:31,139 Mein, um... 703 00:39:32,097 --> 00:39:33,591 Aur koi raasta nahi tha. 704 00:39:34,378 --> 00:39:36,470 Kya matlab koi raasta nahi tha? 705 00:39:36,538 --> 00:39:37,870 Julian. 706 00:39:38,520 --> 00:39:39,401 Yeh istifa de 707 00:39:39,522 --> 00:39:40,981 Aur woh apna moun band rakhay. 708 00:39:41,537 --> 00:39:42,767 Kya wahiyat admi hai. 709 00:39:43,388 --> 00:39:46,087 Usnay bola tha ke mein Caitlin ko bacha ke 710 00:39:46,177 --> 00:39:48,158 ek acha CSI nahi ban sakta 711 00:39:48,737 --> 00:39:49,680 Shayad sahi bol raha tha. 712 00:39:49,705 --> 00:39:51,255 Bilkul bhi nahi. 713 00:39:51,607 --> 00:39:53,497 Barry, tum ek behtereen CSI ho, 714 00:39:53,587 --> 00:39:54,927 aur is poori building mein koi tumhari 715 00:39:55,017 --> 00:39:56,767 tarha haq pasand aur khidmat guzar hai. 716 00:39:56,922 --> 00:39:58,812 Flash banay se bhi pehlay 717 00:39:58,869 --> 00:40:00,589 Ye Lab... ye tumhari zindagi hai. 718 00:40:00,718 --> 00:40:02,067 Tum meri zindagi ho. 719 00:40:03,471 --> 00:40:04,772 Tum donoun. 720 00:40:05,064 --> 00:40:07,784 Caitlin aur Wally aur... 721 00:40:08,767 --> 00:40:10,027 Cisco. 722 00:40:11,437 --> 00:40:14,257 Guzashta chand mahino mein mujhay maloom chala hai 723 00:40:14,627 --> 00:40:17,577 Ke tum log ki khaatir mein kuch bhi kar sakta houn. 724 00:40:17,602 --> 00:40:18,742 Bina afsos. 725 00:40:19,085 --> 00:40:21,800 Mein jab sochta houn ke ab bus hogayi iski hero geeri, 726 00:40:22,728 --> 00:40:24,592 aur phir tum mujhay ek aur roop dekha detay ho. 727 00:40:27,997 --> 00:40:29,517 -Kuch khanay chalein? -Haan, zaroor. 728 00:40:29,607 --> 00:40:31,307 Chaltein hain. 729 00:40:58,117 --> 00:41:00,007 Julian. 730 00:41:02,257 --> 00:41:03,957 Julian! 731 00:41:07,652 --> 00:41:09,342 Nahi. Durr raho. 732 00:41:10,557 --> 00:41:13,747 Julian tum kahi bhaag ke nahi jasaktay. 733 00:41:13,972 --> 00:41:16,202 Koi aisi jaga nahi jaha mein tumhay na dhound paow. 734 00:41:21,977 --> 00:41:24,238 Saath milkar hi 735 00:41:24,263 --> 00:41:27,185 Meri aamad mumkin hai. 736 00:41:37,157 --> 00:41:40,757 Dobara meri ghulami mein shumaar hojaow. 737 00:41:46,437 --> 00:41:49,097 Alchemy banjao