1 00:00:57,005 --> 00:00:58,725 Maut toh likhi hai. 2 00:01:01,005 --> 00:01:02,485 Kab aur kaise, pata nahi. 3 00:01:02,565 --> 00:01:04,525 Koi pahaad se gir kar marega. 4 00:01:06,285 --> 00:01:08,925 Koi ghar par marega, koi nadi mein doobkar. 5 00:01:09,565 --> 00:01:12,845 Jaise bhi ho, maut toh sabki likhi hai. 6 00:01:12,925 --> 00:01:14,565 Yeh Ishwar ke hath mein hai. 7 00:01:17,005 --> 00:01:20,365 Mujhe bhi nahi pata ki main kaise maroonga. 8 00:01:22,765 --> 00:01:24,965 Ahista-ahista toh hum sabko jana hai. 9 00:02:01,405 --> 00:02:03,165 Ab toh bahut aabaadi hai. 10 00:02:22,245 --> 00:02:25,405 Varna yahan hum kuch nahi hain, khandahar khada hai. 11 00:20:16,405 --> 00:20:18,925 Padosi ke naate, pyar hota hi hai aapas mein. 12 00:44:38,725 --> 00:44:43,725 Samvaad Anuvaadak: Sheela Sijin Mathews