1 00:01:12,958 --> 00:01:16,208 Huzoor, hamara Iqbal abhi tak jail se kahan chhoota? 2 00:01:19,166 --> 00:01:22,625 Huzoor, ab yaad aa gaya to Iqbal ko jail se riha kara lein. 3 00:02:19,500 --> 00:02:22,416 -Kaun aaya hai? -Maa, Taj Baba aaye hain. 4 00:04:04,708 --> 00:04:06,208 Ye hai mehmanon ka kamra. 5 00:04:07,250 --> 00:04:10,000 Kaisi mehman, aate hi ghar tod diya. 6 00:04:10,833 --> 00:04:12,875 Ye kothe ka nahi kothi ka kamra hai. 7 00:04:14,291 --> 00:04:17,041 Ye pasand nahin aaya, toh naukron ka kamra bhi hai. 8 00:04:17,125 --> 00:04:19,500 Kothi ke peeche. Wahaan chalna hai? 9 00:04:29,875 --> 00:04:31,833 Tumhari tameez kaa kya, Taj Baba? 10 00:04:32,583 --> 00:04:34,500 Mamu jaan ko ghar se nikal diya. 11 00:04:35,250 --> 00:04:37,166 Wo bhi ek parai ladki ke khatir. 12 00:07:59,208 --> 00:08:02,375 Ye Heeramandi waliyan badi sikhi-sikhai hoti hai. 13 00:08:02,458 --> 00:08:06,125 Bachpan mein gudiyon se khelti hain, jawani me ladkon ke saath. 14 00:08:06,208 --> 00:08:09,583 Kuchh bhi kah. Tajdar Baba isse bahut pyar karte hain. 15 00:08:09,875 --> 00:08:10,875 Nawabon ka kya hai? 16 00:08:11,875 --> 00:08:15,416 Nayi chadar ko kuchh din bistar par bichhate hain, phir chhodh dete hain. 17 00:08:21,375 --> 00:08:24,416 Taj Baba, lagta hai barish hone wali hai. 18 00:09:51,166 --> 00:09:53,875 Aaj aap akele hi khaaie. Unhein bukhar hai. 19 00:09:56,000 --> 00:09:58,208 Na. Doctor ko kya karna hai? 20 00:09:58,875 --> 00:10:02,333 Ye to ishq ka bukhar hai. Itni jaldi nahin jaayega. 21 00:11:14,708 --> 00:11:18,666 TAJ 22 00:20:59,333 --> 00:21:01,750 -Aap hame huzoor banayengi? -Chup kar, kambakht. 23 00:24:31,416 --> 00:24:38,375 ZEENAT - MAHILAON KE LIBAS 24 00:24:55,875 --> 00:24:59,000 Tu bhi na, Phatto, tera vazan badhta jaata hai, 25 00:24:59,083 --> 00:25:00,541 kurta khulta jaata hai. 26 00:25:02,125 --> 00:25:04,833 Le, itni baarish ho rahi hai, 27 00:25:05,041 --> 00:25:07,166 lagta hai jaise asmaan ro raha hai. 28 00:25:07,250 --> 00:25:09,583 Zaroor kisi sachche ka dil toota hoga. 29 00:25:45,250 --> 00:25:46,291 Saima kahan hai? 30 00:25:47,166 --> 00:25:49,750 Chai pee le, beta. Garmahat aayegi. 31 00:26:11,083 --> 00:26:14,958 Huzoor, mujhe Saima ke saath shaadi karne ka 32 00:26:15,458 --> 00:26:16,791 ek mauka aur de do. 33 00:26:17,208 --> 00:26:19,916 Bhagwan kasam, main saare paise le aaoonga. 34 00:26:20,000 --> 00:26:24,000 Mujhe pata hai aap sabko meri vajah se bahut takleef hui hai. 35 00:30:34,958 --> 00:30:37,000 Ye lo. Tumhara khat. 36 00:30:39,958 --> 00:30:42,458 Kahti hai wo kabhi nahin aayegi tumhaare kamre mein. 37 00:30:44,583 --> 00:30:47,166 Ab hans kyon rahe ho? Bataoge kya karna hai? 38 00:30:54,916 --> 00:30:57,500 Ye le. Ise pakad. Yeh jawaab diya hai. 39 00:31:03,375 --> 00:31:04,708 Maine nahin faada hai. 40 00:31:05,000 --> 00:31:07,375 Mujh par bharosa nahi hai, to upar ja ke poochh le unse. 41 00:37:56,958 --> 00:38:00,375 Dost? Bashir bhai? 42 00:41:36,291 --> 00:41:37,583 Aur kya saaman rakhana hai? 43 00:41:38,250 --> 00:41:40,541 La. Is rumaal ko bhi rakh doon. 44 00:41:48,000 --> 00:41:51,333 Iska bas chale, to asmaan mein bhi Tajdaar-Aalam likh de. 45 00:41:51,416 --> 00:41:52,708 Tu samaan baandh, kambakht. 46 00:41:52,791 --> 00:41:55,000 Tajdaar Baba kaazi ko lekar aate honge. 47 00:41:57,708 --> 00:42:00,125 Udhar bahut thand padti hai. Garm kapde kahan hain? 48 00:42:13,500 --> 00:42:15,333 Tu kidhar chali? Yahin ruk. 49 00:42:15,416 --> 00:42:17,833 Nikah ke din dulha-dulhan ek-dusare ko nahi dekhate hain. 50 00:42:18,375 --> 00:42:19,541 Jaldi-jaldi chai bana. 51 00:42:36,958 --> 00:42:38,208 Aap aise andar nahi aa sakte. 52 00:42:39,000 --> 00:42:40,458 Aap yahan kya kar rahe hain? 53 00:42:41,958 --> 00:42:43,416 -Ye kya kar rahe ho? -Hato! 54 00:42:43,833 --> 00:42:45,166 Kya kar rahe ho? 55 00:42:45,500 --> 00:42:46,875 Ye kya ho raha hai? 56 00:42:48,916 --> 00:42:50,833 Aapke pair padti hun, Sahab ji. Shadi ka ghar hai. 57 00:42:52,750 --> 00:42:53,958 Roko un logon ko! 58 00:56:24,625 --> 00:56:26,375 SAMVAAD ANUVAADAK Shrey Ravi